< Trading ma nuqsaan ki waja >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex ko har anda use kar sakta hai khasssssss tor par ladies ghar main beth kar isy use kar sakty hain or yahan se profit hsail kar sakty hain................
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex main lossssssss ke waja is main kam interserst ke waja se hota hai agar aap nay forex main mehnat ke hai to aap ko forex se profit ho ga,......................
         
      • #33 Collapse

        Forex aik bohhaaat acha business hai wo islaye kay market main forex ke tara or be ohat se websites hai laikin un mai ziada tar fakes be hoti han.......................
           
        • #34 Collapse

          meray khayaal mein forex trading nuqsaan ki sub sey bari waja inexperience hona aor second waja forex trading mein knowledge ki kami nuqsaan un logon ko zayada hota hai jjin ko forex tarding kay baray mein zayada ilm nahi hota.
          • #35 Collapse

            Mana kay forex aik ohat mushkal business hai akin namumkan nae aap ko sharu saharu main kuch samajh nae ae gaa lakin ahista ahista aap isy sekh jaen gay,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
               
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
              i think trading main nuksan ke bare wja jb hum apne trade par dehan ni dyty or tb pta chalta hai jb lose ho jata hai
              2nd reason or mostly jo fourm main sawl b ho raha hai emotional ho k trading krna
              zeyda ke lalch krna or jo hai wo b kho dyna
              trading mai nuqsan ki waja yae hai kay ham apny kam ko sahi sy or zimaydari sy nahi kar patay or bagair palaning kay he trading start kar detay hain hamay chaheyae kay ham apny kam karny kay style ko badlyn or phir trading karyn..................
              • #37 Collapse

                Forex mai kaaam karan itna san nae hai or na he iss e profit hasil karna san hai agar aaap nay forex se profit hasil karna hai to forex ko achi tara sekhna ho ga.....................
                 
                • #38 Collapse

                  asalam o alaikum friends, trading ma loss ki boht sa reasons hai main reason lack of knowledge and experience hai, tou aap trading ko seekho or demo account pa uski practice kro or bad realpaaogy to aap ka experience aap ko khud dkhy ga... thank you.
                  • #39 Collapse

                    Gee bhai mai bhi aap logon ki baat sai agree kerta hoon ye he wokhass wajohaat hain jin ka zika aap ne kiya hai agar in sub ko hum avoid karein apni trade mai to koi masla he nahi hoga.
                    • #40 Collapse

                      Forex forum man nuqsan ki bht si wajhhoohat hnun man sub sy main factor tradin ka proper knowledge learn ni krty aur na experience gain krty hn jis ki waja sy unko trading man loss hota ha
                      • #41 Collapse

                        trading mein nuksan ke kuch wajohat hein onn mein se 1. market knowledge ke kami hy 2. ziada lalach karna hy . 3. over confident hona aur apny ap ko bohat bara player samajna hy..4..kbi be apny ooper dil ko hawee na honey dein jal ap emotional ho jaty hein to wo be ik waja hy nuksan ke
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                          I think trading main nuksan ke bare wja Jb hum apne trade par dehan ni dyty or tb pta chalta hai Jb lose ho jata hai
                          2nd reason or mostly Jo fourm main sawl b ho raha hai emotional ho k trading krna
                          zeyda ke lalch krna or Jo hai wo b kho dyna
                          yes you ask an important and informative question i like your question basically mere khayal mein trade mein loss ki basic wja lack of knowledge aur lack of confidence hai is lye hmay in dono cheezon pe qaboo pana hoga...
                          • #43 Collapse

                            In my view and information in the Forex trade first and most powerful reason to make the loss is not having the sufficient experience of trade in the Forex trade. Greed is the second most powerful reason for the trade. Very many trader start the real trade with having the knowledge and experience of Forex trade. Do not see the market update before the trade is also a reason for the loss in the trade
                            • #44 Collapse

                              apki bat baja ha but mai ye kehna chahoga k jub ap trade lagaty hain tu apko chahye k apki nazar apki trade per ho q k agar market negative side per ja rahe ha tu apko chahaye k ap real time mai apna trade close kar den.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                trading mein nuksan greedy say hota hy aur forex is enough for me because i can earn good money meray pass acha knowledge hay aur acha experience hay mein daily good profit made kar leta hon aap logo ko bhi chayie kay forex ko achi tarha say learn karay takay aap kay knowledge mein izafa ho aur aap loss karnay say bach jay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X