What is your experience of Gold trading ?.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    sir majy gold ki trading ma kio experinec nhe ha q kay many abe isko jon ka ha our majay itna pata ha kay gold ki trading ma aap kay pss kam sa kam 300$ per ap kam lot sa golt ki trad kar sakty ha our aap ko is ma experinec hona cahy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      Mera gold p trading ka koi experience ni hy per logo sy suna hy k gold p trading ham jaisy choty traders ko ni karna chahiy yeh forex main bahut ziada move karta hy aur iska pta bi ni chlta k kab kia ho jay ga
      • #1818 Collapse

        Mene kabi bi gold trding mn trade ni pagaya aur na hi mera koi golg trading mn experience haha bs itna ha kahon ga k currency pair mn trading krna bht hi sood mand sabit hota ha aur mera ana experience bi isi mn ha zayada
        • #1819 Collapse

          Agr ap gold main trading krna chaty ho tu pehle demo account main practice krein. Gold main trading krny ke ley apko large investment ki zarorat hoti hai. Mere pas abi itni investment nai hai so main gold main trading nai krta.
          • #1820 Collapse

            hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur gold main trade karny k liye experience ho ga tab hi hum market main trade karny k kabil hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum market main earn ho gi
            • #1821 Collapse

              bahi main abhi new hun es main or main ny abi tak gold main trading nahi ki es liye main apko achi trha expalin nahi kar ksta han ap se wadah karta hun main jald gold main trading karunga or ap sub se se apna expernce shair karnuga
              • #1822 Collapse

                Bhai g main to beginners mein sy hon aur iska experience to unhi logon ko ho skta hy jin logon ny is py trading ki ho gi is liey main sorry krta hon .
                • #1823 Collapse

                  Har kam ko karny k liay experience bahut zarori hai aor forex mn trading k liay bhe experience bahut zarori hai gold trading aik bahut he acha pair hai aor ya bhe bahut profit wala pair hai yani bahut tezz up down hota hai
                  • #1824 Collapse

                    mera fil waqat gold ka koi experience nai hai koun main samjhta hon ke gold main trading karna mushkil kam hai is ke ley insan ke pas acha khasa knowledge hona bahat zarori hai warna wo apna bahat loss kar bethat hai jo phr na kabil talafi hota hai
                    • #1825 Collapse

                      Experience har kaam main lazim hai agar gold pe trade lagana chate hain to apko chaye is k bare main sari maloomat hasil kre is scalping ko samjhe phir ja ke is pe trade kre bahtr hai k phle demo account pe kaam kia jae
                      • #1826 Collapse

                        bhai main bhi abhi new trador hun or main ny abhi forex ko join kiya hai main abhi gold k bary main itna kuj nahi pta main sirf es bat ka jwb de ksta hun k yah aik risky trade hai or es k liye hmain gold par expernce hona chahye ta k hmain trading main loss na ho jay or forex trading main sirf aik gold ka pair hai jis main trading karna risky hota hai
                        • #1827 Collapse

                          gold main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur trade akr k hi hum market main acha earn karein gay
                          • #1828 Collapse

                            hum jab trade karty hain to is main leraning kar kay achy say kam karna ho ga jis say makret main loss km ho ga is main glold main trade karna kafi sai rhta hay humain demo main phly practice karana ho ga jis sya market ko handlw karna kafi sai rhta hay humain practice kar kkay achy say kam karna ho ga k loss km say km ho
                            • #1829 Collapse

                              Gold trading is very hugh trading, gold trading men market ki movement bahot ziada hoti hai gold trading men hamen profit bhi bahot jald aur bahot ziada gain hota hai, aur gold tradinv men hamre loss k chances bhi bahot ziada hote hain.
                              Gold trading mera khayal hai expert logon k liye hai jin traders ki invest bhi achi ho aur jo market ko bhi ache tareeqe se analyse ker sakte hon.
                              Main samajhta hoon gold trading biggners k liye bilkul bhi profitable ni hai hamen major crunnceis per trading kerni chahiye.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                mera trading main experince kam hay aur mery khyal main agar hum gold par trading karna chahty hay to humara trading experince bhi ziada hona chahiey kyun keh es experince ky sath hum gold main safe trading kar sakty hay kyun keh ye bohat tezi say move karta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X