Planning Kaise ki jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning Kaise ki jaye
    For example aap ke account mein 200$ hain. Safe trading karni hai to aik trade par 1% se 3% tak aap risk le sakte hain, is se ziada kabhi bhi risk na len.
    200*3%= 200*3/100= 6$, ab aap ne stop loss is tara set karna hai ke aap ko 6$ tak loss ho. Aap ke trading style par depend karta hai ke aap kitne pips par stop loss set karen ge. Agar aap 15 pips par stop loss set karna chahte hain to calculation is tara ho gi.
    Total loss per trade/stop loss pips= per pip loss
    6/15=0.40 , aap aik pips par 0.40$ loss karen ge. Is liye aap lot size 0.40 set kar den.
    Take profit aap ke trading style par depend karta hai. 1:1 ki ratio ho to 15 pips, 1:2 ki ratio ho to 30 pips aor agar 1:3 ki ratio ho to 45 pips.
    Long term traders 1:3 ki ratio ko best samajhte hain. Hum aisa karte hain ke 1:2 ki ratio set kar lete hain, yeh ratio bhi buri nahi hai. Is hisab se agar aap ka stop loss 15 pips hai to aap take profit 30 pips set kar den.

    Note: Yaad rahe ke stop loss set karne ke baad agar trade us waqt loss mein chali jaye aor stop loss hit hone lage to kabhi bhi stop loss ko hatana nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    planing and strategy most important factors hain ap ki kamyabi main main kirdar ada karty hain so ap ko chaye kay ap internet say unique plan and strategy search karian aurt in ki practice karian jub in main tjarba ho jaye to in ko real account main apply ker dain is tarah ap kafi advanced ho sakty hain
    • #3 Collapse

      Hum forex trading mein is waqt achi planning kar saktye hai jib humrye pass forex trading ka knowledge aur experience ho ga aur hum is waqt he achi trading kar saktye hai
      • #4 Collapse

        aap ko phla demo trding mian trading sekhni chaye us k abad aap ko is main reall investment ki trf ana chaye is ka sth aaa pko experince hu jay ga aa aapa ko apni ratio 2
        ;1 rakhni chaye is main aap ko maza aye gaa aaap ko is main zada sa zada kam krna chaye jis ka aap ko fada hu gaaa
        • #5 Collapse

          dear app ka kafe ache guide keya hai agar 200$ say start ly aur 6$ tak stop loss lay wo bhe kam volume say tu mere keyal say kafe haad tak hamare trade safe raha ge aur hum ko apne target bhe hasel ho jay ga.
          • #6 Collapse

            great bro ap ny bohat achi info and knowledge ki bat ki ha or achi advice ki ha i agree k ham proper money management k sath work karna chaheya or trade mi enter hona chaheya ta k ham apna account save rakh sky es lia hamy es ki practice karni chaheya zayada sy zayada demo account py ta k hamy real account py work karny mi mushqil na ho.
            • #7 Collapse

              har kam se pehly seekh kr planing kr k kam krna chaie or planing se kam kia jaiy toh hamen bohat fiadda hota h.
              • #8 Collapse

                ap agr experienced trader banana chahty hy to ap ko chahiy k ap ik target set kry or us ko achieve krny k liy ap ik plan bnay or ik strategy set kry us k mutabiq kam krty rhy keep it up.....
                 
                • #9 Collapse

                  ap ka thread bohat acha hy ap ko chahiy k forex trading me earning k liy ik target set kry or phir us ko hasil krny k liy ik plan bnay or us pr kam krty rhy taky ap ko profit hota rhay.....
                   
                  • #10 Collapse

                    Planning karna koi tough work nai he tough ye hota he kay jo plan banta he os ko kesy follow kia jay or osi k according market mein trading ki jay jab ap os plan kay according chalaon gay to ap ko trading mein difference feel hua hoga.
                    • #11 Collapse

                      g bhai jaan apne trading k bare mai bhot he ache information di hai and humay issi base per trading karni hoge kiu k hum forex per issi base per planing kar sakte hai and aik trading mai humay take profit and stop loss strategy ko b use karna chaiye is say humay loss nhe hota ha and humari trading har lehaaz say easily hojati hai isay use karne say
                      • #12 Collapse

                        Dear friend ap ki bat theek hai ap trading mein is trha set ker skty hein k jb ap poori trha trading ko smjh chunky hun aur experience bhi hasil hona is kam mein zeruri hai tb hum trading k kabil hoty hein aur asani sy planing bhi achi trteeb dy skty hein
                        • #13 Collapse

                          humain planing kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho sakti hay magr humain lack of planing say kam karny main kafi risk hota hay humain stratgy ko use kar kay market main kam karna ho ga
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            Re: Planning Kaise ki jaye

                            forex aik great game hay ap ko chahya kah ap trading kartay howay ap ko soochana nchahayh kah ap ko phalay ap ko market ke hasab say chalna chahya kah ap ko pata ho kah ap nay news ko ap dakh kay ap ko traduign karne chahya kah ap ko trading kartay howay ap ko yah chahaya kah ap ko apta ho kah maket ab is jagah pay ha ab ap candel ko dakh kay us main kam karian to ap ko apta lag jata hay kah is mian market ka stop loss keya kay to ap ko trading karnay main asanio ho ge ap ko chaya kah ap apna broker dy bhe is kay baray main bat kar kay dakhain to ap ko pata lag jay ge kah ap ko trading kkis trah sy karne hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Planning Kaise ki jaye

                              Mere bhai ue ap per depend karta hai k ap kis trha ki time management kar ky kaam karty hain kiyun her bandy ki apni busy life hoti hai or her banda apni waqt ky lehaz sy planning karta hai jis mai us ko kaam karny mai asani hoti hai or woh easily apni planning ky teht kaam karny mai asani hoti

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X