For example aap ke account mein 200$ hain. Safe trading karni hai to aik trade par 1% se 3% tak aap risk le sakte hain, is se ziada kabhi bhi risk na len.
200*3%= 200*3/100= 6$, ab aap ne stop loss is tara set karna hai ke aap ko 6$ tak loss ho. Aap ke trading style par depend karta hai ke aap kitne pips par stop loss set karen ge. Agar aap 15 pips par stop loss set karna chahte hain to calculation is tara ho gi.
Total loss per trade/stop loss pips= per pip loss
6/15=0.40 , aap aik pips par 0.40$ loss karen ge. Is liye aap lot size 0.40 set kar den.
Take profit aap ke trading style par depend karta hai. 1:1 ki ratio ho to 15 pips, 1:2 ki ratio ho to 30 pips aor agar 1:3 ki ratio ho to 45 pips.
Long term traders 1:3 ki ratio ko best samajhte hain. Hum aisa karte hain ke 1:2 ki ratio set kar lete hain, yeh ratio bhi buri nahi hai. Is hisab se agar aap ka stop loss 15 pips hai to aap take profit 30 pips set kar den.
Note: Yaad rahe ke stop loss set karne ke baad agar trade us waqt loss mein chali jaye aor stop loss hit hone lage to kabhi bhi stop loss ko hatana nahi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим