Mark your mistakes and don't do that again

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jee bhai jana isa ahee hey key is kaa mey apa ko apni mistakedse sey hee achi tarah knowledge leni hogi or is kaam mey aap ko aik baar ghalti ho jaye thoa ap ko chaiey key aap usey dobara naa dohraey acha hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      assalam-o-alikum...
      dear...
      remember that our mistakes are our best teacher and we should learn from them and mark them and do our best to not rpeat that mistake again....
      • #48 Collapse

        Mistake ka record rakh kar hum apne loss ko control kar sakte hin aur jeise jeise hum es business min apni malomat aur apni experience ki quantity ko barhate hin to hum kafi bari earning akr k es business min se khushi bhi hasil kar leite hin ghalation ko na dhrana hi kamyabi he.
        • #49 Collapse

          my dear mein samjtab hoon mistakes kisi b trader ki best teacher sabit ho sakti hai is liye jb b ap se koi mistake ho us ko realize kro ta k dobara kisi aisi mistakse ki wajah se ap ko oss na ho jis se k pehle hoa hai
          • #50 Collapse

            Dear Sir In this business mistake are not allowed and you do not make same mistake again and again and you learn from your past mistake and make your future very bright and you improve your trading......
            • #51 Collapse

              mistake ko again and again repeat na kiya kary aur forex bahot famous business hoga in the future isi liye mein chata hon kay forex say achi earning karon takay mein ziyad say ziyada learn karon ga aur then mein forex ko bahot pasand bhi karon ga aur learn bhi karta rahon ga it is very good business .
              • #52 Collapse

                ji ji aap theek keh rahy hain ... apni apni mistakes ko control krna chye or ahtiyat krni chye k agy in ko repeat mat hony or or best kaam krny ke try hain hum iss ko best bnaien ...
                • #53 Collapse

                  G han sahi kaha ahi apnay bro , mere nazdeek jo trader forex ma apni ghaltion se nahi sekhta hai, wo kabhi acha trader ban nahi skta hai, hmari success ki wjahmari mistakes bhi hoti hain jin se hamen boht kuch sekhne ko milta hai, agr wo mistakes hm dobara na kren to
                  • #54 Collapse

                    hello and salam every one and apko apni ghaltion pe nazer sani kerna hogi aur ghaltion se void kerna hoga earning k lie
                    • #55 Collapse

                      Dear Brother! forex trading main hum ghaltiyan karty hain. humain kay hum apni ghaltiyun ko thik karna chiye. is humain aik acha lesson milta hai. kosis ki jaye kay jo aik bar ghalti ho bar bar dohrai na jaye.
                      • #56 Collapse

                        bhai jan men ap ki bat samjh bgya hoon ap ye keh rahy hen ky apni mistakes ko mark kren or unhen dobara na hony den g han bvhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree akrta hn forex men mistakes sy hi seekhny ko milta hy ye na ho ky mistakes bar bar kren
                        • #57 Collapse

                          ap ko apni mistake say avoid karna chayie aur ap ko apnay emotion control karnay chayie aur ap ko avoid karna chayie loss say kiyon kay agr ap avoid nahi karo gay tu ap ka account wash ho sakta hay isi liye mein forex ko seekhta hon takay mein feature mein bhi forex say profit make krny mein kamiyab ho jaon .
                          • #58 Collapse

                            g bilcul i am totally agree by this kay forex main apni mistakes ko mark karna chaiy aur ksosih kani chaiy kay un mistakes ko doubara revise na hoon.
                               
                            • #59 Collapse

                              hum ko jb ak dafa loss ho jata hai to hum emotionalho jatey hain lekin apni mistake jiss ki waja say loss howa hota hai us ko choratey ni hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                apney mistakes sey sekhna lazmi hai jo k ap ko agli mart ba faida daiti hain k in ki waja sey ap double loss sey bachtey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X