Mark your mistakes and don't do that again
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Loss and profit do eham rules han Forex main trading karne ke liye aur kbi kabar agar hume loss face karna bhi par jae to hume hmeshan apni mistakes ko note kar lena chahiye aur dobara in mistakes ko repeat nahi karna chahiye aur in se hmeshan seekhna chahiye is tarhan hum apne loss ko kam kar sakte han..:)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ha aapko forex me kabhi apana mistake nahi karna hai aur aapko kabhi mistake dobara nahi karna hai aapko bahut hi practice karna ohga aur aapk bahut hi soch kar ytarde karna hoga aur aap jab mistake nahi karta hai to aapko profit milta hai aapko jitana bhi practice karna hai usse aap kar ksata hai
      • #18 Collapse

        g apni mistakes ko improve karny ki koshish ni krni chsaiye or loss hony k bad apni koshish jari rakhni chaiye .or apni galtiyon ko repeat ni krna chaiye .galtiyon ko improve krna chahiye.
        • #19 Collapse

          mistakes ko repeat na kiya kary aur forex real business hay mein forex say achi earning karta hon mera knowledge bhi bahot acha hay mein forex ko bahot pasand karta hon isi liye mein chata hon kay forex future mein aik famous business hoga aur mein aik acha trader ban jao .
          • #20 Collapse

            assalam o alaikum bhai jan pele to humen ghalti krni hi nahin chahiye or agr hum se ghalti ho jae to humen un ko theek karna chahiye or next time unhen nahin krna chahiye
            • #21 Collapse

              Yes mistakes teach us the right path of business. When we do any mistakes with our business and loss then we can learn that for which mistakes we do loss. this is a great learnings process. When we learn like this way we become so carefull with our business.
              • #22 Collapse

                yup u r right jb hme loss hta ha to hme us sa khuch sekhna chyie hme himat ni harni chyie achay ki umeed rkhni chyiee...achay ki ummeedd rkho ge to apko profit zrur hu ga
                • #23 Collapse

                  aap ka idea bilkul sahi hay kah apni ghaltiwon ko mark karo aur dubara ghalti na karo agar hum is taran aamal kar lay tu hum loss nahi kar paiayn gay.agar hum apni mistake ko yaad rakhayn aur dobara aisi mistake na karay tu yaqinan hu jeet saktay han.
                  • #24 Collapse

                    forex trading me ap ko bhi mistakes karen wu app ko yaad rakni chahiye or ainda un mistakes ko nahi repeat krna chahiye, or koshish krni chahiye k jis bhi kaam me loss zada hua hu us pa agli dafa kismat mat amzayen.q k forex me qismat sa zada ap ka experience count hota ha.
                    • #25 Collapse

                      ji haaan ghalti ho jana koi bari baaat nahi hai is lye hma chahye k apni ghaltoin say sabak haisl kren or dubara ghalti na kren is lye pehlay sikhna main he faida hai sekhnay k bgair to koi kaam b nahi kr sakta bnda
                       
                      • #26 Collapse

                        hello dost boht achi bt kahi ap ny forex main ap ko apni galation ko man kr un ko theek krny ki kosish krni caheya q k forex main ap ko agar is bt ko man kr kam kro gy to ap ko ko boht fiada ho ga or ap ko forex main is bt sy kafi help ho jati hai........
                        • #27 Collapse

                          han g hmy mistakes se sekhna chahye aur unko again nhi krna chahye. jitna hm apni mistakes se sekhen gy utna hi hmy faida hoga aur kam ki ziada smjh aye gi aur experience b hoga
                          • #28 Collapse

                            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay aap jab trading kar rahay hoto aap ka agar loss ho gaye to aap ko chahiye kay jis waja say loss howa hay us ghalati ko dubara nahi dohrahay our dobara wo ghalati na karay our aap nay sahi kaha hay kay pehlay demo account per apna earning ka tariqaqar check karna chahiye our jab aap satisfaye ho jao phir real per karna chahiye.
                            • #29 Collapse

                              g bilkul g hm ko aik kamyab trader ky lia hm ko apny ap ko khud her waqat tiar rkhna chayia jo ky hmary lia bhtar hai hm ko apni mistakes ko bholna ni chayia r hm ko is ko thk karna chayia
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes brother ap ki bat drust ha kh jo galti ap eak bar karty ho os sy sabak sekho na kh os ki tarha dobara galti kar k dobara loss othy asli business man galti sy sekhta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X