Mark your mistakes and don't do that again

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g bilcul yeh sahi bat ha apni mistakes ko highlight karna chaiy aur in ko phir doubara repeat nahi karna chaiy is chez main hi faida ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee bilkul forex mai insan ko apni ghaltiyon se seekhna chahiye or koshish karni chahiye ke dobara wo ghalti na ho kiyon ke agar forex mai insan continuesly mistakes karta rahy to us ka acount block ho jata hai jiss ka us ko boht nuqsan hota hai iss liye insan ko apni ghaltiyan bar bar nai karni chahiye.
      • #33 Collapse

        Our single job as a forex trader is to control risk. If you think about anything and everything we do it is done to control risk and eliminate it to the best of our ability. With that being said lets examine spread in relation to scalping of the mark your mistake on the forex market.
        • #34 Collapse

          Posting ky le yah hamen mobile ya leptop koi bhe chez ho jisy ham essay le ham posting kr sky or hamen forex men posting to bhut ache krty han agr mobile men treading kryn to ya bhe best han or hamen forex men treading krna bhut ache bat han agr ham treading krty han to
          • #35 Collapse

            apni mistake ko yaad rakhna chahiye or un sy bachna chahiye or apni mistake sy lesson lena chahie .or pehy demo account pr practice karni chahiye.
            • #36 Collapse

              my dear friend assalam,o,alaikum mere khayal se aap bilkul theek kherhe hain make your mistakes and don` again mistake baar baar nahi krni chahie
              • #37 Collapse

                hain g bhai jan insan to gltiyon ka potla hota hai gltiyon say hi ham kam karna sikhty hain ham pehly mrtba glti kar kay dosri mrtba shi tran kam karty hain jo kam insan gltiyan karny say shikhta hai wo cha kay ba kisi say ni sikh sakhta.
                 
                • #38 Collapse

                  ham bas profit ka hi soch rahe hote hen or jo past me ham ne mistake ki hoti hen woh ham nahi zehan me rakhte or phr hamko loss hi loss hone lagat he is lie forex me kamyaab hona he toh hamko apni mistakes par contrl rakhna he or unko zehan me jab rakhen ge toh kamyaab bhe ho paayn ge
                  • #39 Collapse

                    ji han jab app koi mistake karte ho to ap os sa kuch seek lo or jab app os sa kuch seek late ho to app asa seek lo kay app pir o mistake na karo is tra sa ap ki learning yahan pa ache hoge or app aik ache trader bano ga yaahn pa
                    • #40 Collapse

                      yer hum ko in forex trading business apani mistake ko eik tu kam karan chay dosara hum ko is mistake se learning karani chay yer ye na ho hum bara bara eik hi mistake karey in forex
                      • #41 Collapse

                        Kisi bhi business main profit aur loss sath sath chalta hy. Kamyab trader wohi hota hy jo loss key bad apni mistakes ko sudharay aur in future main aisi ghaltiyan na honey day. Joon joon ghaltian kam hoti jayen gi aap ka loss kam hota jaye ga aur aap relax ho ka profit hasil kar sakain gey.
                        • #42 Collapse

                          Dear trading main fail honay ki aik main waja ye bhe hy,k hm apne mistakes ko bar bar repeat krtay hain,our jald bazi main trading krtay our ache move ka wait nahe krtay jes ki waja sy nuksan hota hy.Learn your mistakes.
                          • #43 Collapse

                            ji bhai 100% sahi kaha hai apnay ghalti bnda karta rehta hai lakin us ghalti say seekna or dubara na karna is main he faida jahan hum say ghalti ho jati hai humay chahye ka us ghalti ko pehlay sahi kia jaye taa k dubara nuksaan na ho yahi best hai k wo ghalti kbi b dubara nahi karni chahye
                               
                            • #44 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: nawab پيغام ديکھيے
                              Mark your mistakes and take a lesson from it. Remember mistakes is our best teacher, it teaches us practically. Always apply your new strategy in your Demo account first then apply it in live trading. Do not avoid your mistakes and do not do this again.
                              yes ham ek galti kr k us sy sekhain to dubara hm wo galti ni krn gy q k galtian hmari teaching ki tra hoti hn agr ham ek galti sy dubara ni sekhty to hm ek or galti kr ry hn or forex me to galti ka matlab hy k loss,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g bilkul bhai jaan hamain forex main ki gauiher galti sy aik lesson hasil kerna chye ur hamain dobara aisi galti ni kerni chye is treh hamri trad bii hter ho jaey gi ur
                                hum forex ko bhter toor per jan saky gy q k forex main loss kerna bhi hamain aik sabaq dy jata hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X