acount wash kun hota h?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: acount wash kun hota h?

    Forex trading me account wash hone ki bohat sary wajuhat ha knowledge aur experience agar nahi hoga to apko forex me loss he hota rahe ga aur apka account wash ho jaye ga knowledge aur experience forex me bohat ziyada matter karte ha is liye agar ap loss se bachna chahte ho to ziyada se ziyada knowledge aur experience gain kare aur mehnat karte rahe kiu ke agar ap mehnat nahi karo ge to apko loss he hota rahe ga
    SUMIYA TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: acount wash kun hota h?

      Sie humera account iss liya wash hota hain k Q k hum iss main mehnaat nahi karta hian humera experince iss main kam hota hain or iss main humeri he mistakes k waja sy he humera account wash hota hain humain chaiye k hum iss main jab be trading karye toh safe trading karye jis k waja sy humera account be safe rahta hain or hum iss main apna account wash karwana sy bacha sagta hain
      • #18 Collapse

        Re: acount wash kun hota h?

        Forex mein humara account her maheenay wash hota hai aur humain phir bui apni ghaltioun ko darust kernay ka khayal nahin ata bar bar hum aik jaise ghaltian kertay hain aur jis ki wajah sae humaray account wash ho jatay hain humain iss per serious ho ker kaam kerna chahue
        • #19 Collapse

          Re: acount wash kun hota h?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanshabir پيغام ديکھيے
          my dear friend mn ap senior hazrat sy ye sawal karna chahyta hn k hamara acount wash kun hota h aur is ki kia wjohat hn please ap ye meri confuion door karien
          Assalamu Alaikum Forex trading miaccount wash hone ki bahut sari reasons main se Sabse Badi reason hai ki Ham Jab thoda sa profit Hasil kar lete hain to Jyada ki lalach Karte Hain aur ek aur reason yah hai ki Jab ham apni trade ko open Karte Hain To without analyse kar dete Hain
          • #20 Collapse

            Re: acount wash kun hota h?

            Aksar newbies ka account zarur wash hota hai aur iski sab se bari waja unko market ka experience aur trade ka knowledge na hona hota hai. Is k ilawa lalach b account wash honay ki ek bari waja hoti hai Q k aksar log lalach men aa kar bari lot laga detay hain jo k unka account afford nahin kar sakta aur wash ho jata hai.
            • #21 Collapse

              Re: acount wash kun hota h?

              acount wash honay ki waja hamre ghlat aur bin soch samjhy large amount per trade ko open kar lyana hy.yah us time hota hy jab ap bina sochy samjhy lalach min a kar trading karty hyn lalach bilkul n akry trade hmysaha small amonut min karyn thora profit thek hy account wash hony say.
              • #22 Collapse

                Re: acount wash kun hota h?

                account wise hone ki ek vajah yah bhi hai ki Ham Forex Cruise ke khilaf treading Karte Hain Ham kam karte Hain To Hamara kaun ho jata hai isliye main koshish karni hai kya Ke Ham Forex ke rules ke Mata Pita ki apni trading Rakhe aur unke metallic ki apni mehnat Karenge Itni Jyada Ham Ne net Karenge unke mobitunes Adampur X Mein Kamyab Ho jaenge
                • #23 Collapse

                  Re: acount wash kun hota h?

                  Yes you are right account fastly trade lagany sy hota our any small mistake drowned in big loss our all hard work goes too waste or hamara account wash Ho jata h forex m sb sy lmportant hota experience or trade ka analysis isk bena ham khud ko bht bra loss dety hn hmy fully consontrat Karna chahye smjhna chahy phr trade lagain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: acount wash kun hota h?

                    Forex trading main learning aor knowledge gain karnay kay bad aksar traders demo pay practice nahi kartay aor without experience kay trade start kar datay hain jis say woh aik bohat bari mistake ziada profit kay lalach main kar jatay hain jis main yeh hota hay k trader trade open kartay howay trade ka volume ziada set kar datay hain yehni big lot size set kar datay hain jis say un ko jab loss hota hay to balance kam honay aor lot ziada laganay ki wajah say un ko loss ho jata hay aor un ka ccount wash ho jata hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X