acount wash kun hota h?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    acount wash kun hota h?
    my dear friend mn ap senior hazrat sy ye sawal karna chahyta hn k hamara acount wash kun hota h aur is ki kia wjohat hn please ap ye meri confuion door karien
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: acount wash kun hota h?

    Dear jb tk ham learning ka course mukamal ni kar lyty account wash hony ka khatra rahy ga, aksar jaldbazi ma trade open karny ki waja sy account wash hoty hai, ham bena analysis k trade open kar lytn hai jo bad pata chalta hai k bilkul wrong trade thi, phr pachtany k elawa hamary pass kio option ni hota,
    Last edited by ; 10-09-2019, 08:52 AM.
    • #3 Collapse

      Re: acount wash kun hota h?

      Bhai jan hamara account wash hanare vaja se hota hai hum lalach kerte hain hum lot size ziada rakhte hain hum ziada profit ki sochte hain es l kute hamara account wash ho jat ahi aur hum jaldi kerte hain aur jaldi main hum mustake ker jate jain jis ki vaja se hamara accountho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: acount wash kun hota h?

        dear accoutn wash haamri apni mistake ki waja say hota hain humhain thek tara tradign nhe aati hain and big lot use karte hain trading ki knowladge nhe hoti hain or accoutn wash kar dete hain hum is waha say k big lot use karne k liye big capital ka hona b lazi hota hain humhain acccout main kaam karne k liye lot of hard work kar k humhain learnign karni chahiaye jaaab achi leaning hoti hain and achi tara samjh aati hain tu taab he humhain kamyabi hasil ho pati hain
        • #5 Collapse

          Re: acount wash kun hota h?

          Dear trader humra account is waqt wash hota hai jab hum ek waqt may ek say ziyda trade laga dyte hain jald bazi or lalach may akr or wo sari trader loss may chali jati hai tu ase case may brokers automatically trade ko loss may close kar dyta hai is liye hir trader ko chahye k wo ziyda sy ziyda koshish kare Kay ek waqt may ek yah do trade lagae ziyda lagne say parez karain ta Kay profit earn kiya jiye or loss say bacha jiye
          • #6 Collapse

            Re: acount wash kun hota h?

            Jab ap ky paas acha trading knowledge nahi hoga ap ko loss hoga ziaa loss ki surat mey ap ka account wash hojata ha islye kaha jaha ha jald baazi na karen trading mey care se chalen lalach se bacho aor discipline k saath chalna sab sey bahtreen aor eham mana jata ha jo asay kaam karta ha kamyab hota ha
            • #7 Collapse

              Re: acount wash kun hota h?

              Dear main samjhti hun k humara account is lit wash hota hay k hum Bina market k analysis kiay hi trade open Kar dete Hain aur lalach main aa Kar big lot use karte aur isi Surat Main market jab humare opposite chali jati hay tou humain loss ka samna karna parta hay is liay ap ko chaiay k hamesha small lot use Kare market ko ache se watch karne k bad hi koi trade open Kare take ap successful trade Kar sake
              • #8 Collapse

                Re: acount wash kun hota h?

                bhai jan account wash hony ki sab sy bri wjha jo hai k wo hai k lot ka wrth sy zyda istimal kerna.ager ham lot k sahe istimal kren gy to ho sakta hai k hamr account kbhi bhi wash na ho.kun jab ham lot ka zyda istimal kerty hain to us sy hama account wash ho jata hai.dosra factor ye hai k ham lalch kerty hain k trade lazmi lagyen chye trade banti ho ya na banti ho.ham markete men ghuss jaty hain.istrah bhi ham apny account ko wash kra bhaithy hain.
                • #9 Collapse

                  Re: acount wash kun hota h?

                  ji dost sahi kaha ap ny account is waqt wash hota hai jab hum ek waqt may ek say ziyda trade laga dyte hain jald bazi or lalach may akr or wo sari trader loss may chali jati hai tu ase case may brokers automatically trade ko loss may close kar dyta hai is liye hir trader ko chahye k wo ziyda sy ziyda hay is liay ap ko chaiay k hamesha small lot use Kare market ko ache se watch karne k bad hi koi trade open Kare take ap successful trade Kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: acount wash kun hota h?

                    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends account us surat main wash hota hai jab hum tuky bazi wali trading lagaty hain hamary pass koi knolwdge our experience nai hota lakin hum khud ko esay samjhty hain keh hum master ban chuky hain jis ki waja say account wash kerwaty hain bari bari trades laga k.............
                    • #11 Collapse

                      Re: acount wash kun hota h?

                      Ap ny thk kha hy my dear friends .thanks for account information kaly .hum bna forex ki information liay account bna laty hn aur ya to humain pata hy ky agr bna kasi knowledge aur experience ky koi bi business kya jy to wo destroy ho jata hy .asi thra agr hum forex business ky complete market ky rules ko learn kiye bgr trading karin gy to account wash to ho ga so as loss sy bchny klay humain forex ky complete rules aur knowledge ko gain karna ho ga tb hi hum apny senior ko follow kr ky account ko wash hony sy bcha sukhty hn .
                      • #12 Collapse

                        Re: acount wash kun hota h?

                        Forex mein account humari apni hi ghaltioun ki wajah sae hi wash hota hai aur agar hum apni ghaltioun ko overcome ker lain tou humain account wash ka samna nahin kerna peray ga jaisay kay hum trades ko manage kye beghair laga detay hain account ko manage nahin kertay lot size bari laga detay hain jab kay humaray pas balance kam hota ha tou inn sub cheezoun ko khatam kerna ho ga tab hi hum account wash sae bach saktay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: acount wash kun hota h?

                          Ap ke galtiyo ke waja se ku ke ap ke pas na to experience he na knowledge or na he ap ke pass skill ache hen ke ap yaha pe kamyabi hasil kar sako or apapna account wash karwa lete ho is leye ap se request he ke ap thori se mehnat sa kam karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: acount wash kun hota h?

                            Agr trading me ap ne Apni learning complete ni ke to Ap ka account wash o skta a aur is k elwa money mangment ka use na Karna SL na lgana over trading Karna ye wo sub chezzy hain Jin se Ap ka account wash o skta a is liey apni learning b jari rakhy aur Jo trading k rules hain un ko b follow kary ta k Ap ka account safe rhy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: acount wash kun hota h?

                              Forex mai jab hamara account wash hota hai to uss mai hamari ghalte shamil hote hainya to ham issko bina seekay kartay hai ya lalach aur emotion pe hamara control nahe hota jis kai waja say hamara account wash ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X