Stop Loss not hit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex trading mai stop loss ko bohat importance hasil hai. aisa nahi hota k market taizi k sath hamari trade k against ho jaey aur hamary stop loss py trade ko close na kary. kyu k ham ny jis point py stop loss ko set kiya ho ga jab us point py market aaey ge to hamari trade khud ba khud close ho jaey ge aur ham heavy loss sy bach jaey gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Assalam-O-Alaikum gee nahi bhai jan mera nahi khyal kay aisa possible ho kay ap kay stop loss ko market hit kiye bagair he us ko cross kar jay aisa na he kabhi sunna hay aur marey khyal say aisa ap kay sath howa hoga to is me ap kay broker ki jo site hay ya terminal hay us me koi na koi chaker zroor hoga.
      • #48 Collapse

        meray khayal say aisa possible nahi hay ager aap nay pehlay stop loss lagate hay to market jab us per pochay gi to aap ki trade band ho jaye gi ager aisa nahi hota to ye broker ka falt hay jis kay system may problem hoga.
        • #49 Collapse

          aiga ho nai sakta ki app na stop loss lagaya hua ho ha markrt stop loss se guzar jaye aur app ka trade close no jaye..stop loss pa ponch jata ha to ap ka trade automaticallt close hoo jata ha
          • #50 Collapse

            stop loss bhi mere dost forex trading mein take profit ki tarah ki hi aik bari ehm utility hae jin k sahi aur bar waqt istemal se admi ko forex trading mein losses k control aur profits earn karne mein kafi madad milti hae.......
            • #51 Collapse

              forex trading mai dear stop loss ki much importance hasil hoti hai hum stop loss ki madad say markets mai mazeed loss say b bach sakte hai humay take profit k saat saat stop loss ko use karna zarori hota hai is mai ap ziadya tar news k time ya fomc news per humara acount mai stop loss ka bhot faida hasil hota hai
              • #52 Collapse

                Xwell ji haan main apko batat chalo k forex business ek asa business hain jo dosru business se kafi acha business hain jis mai heum ghar bethy kama sakty hain and hum is mian itni eanring kar sakty hai jo dosru business se acha hain ..
                 
                • #53 Collapse

                  forex mai lalach nai karna chaye q k yai ham khud k sath zyadti kar rahay hotay hain , dear hasmen forex par trading bilkul saebro tasham,l say or apni need k mutak hi karni chahye
                   
                  • #54 Collapse

                    stop loss lga ker main ne kai bar apna loss kia hai kuin k market bohat speed se move kerti hai aur stop loss ko hit ker k thori dare k bad wapis apni jgha per a jati hai is lie mara khyal hai k ya to stop loss lgaya hi na jay ager lgana b ho to kafi door ja ker lgana chahie ta k wo jaldi hit na ho.
                    • #55 Collapse

                      my dear friend stop loss agr hit hojai to ap ko loss hojata hai q k brokers direct execution krte hai is lye mera nai khayal k aisa kisi k sath hua hoga
                      • #56 Collapse

                        Brother aisa kabhi kabhi hota hay lakin lagta pir bhi hay tori der baad lagta hay q kay us waqat system itna jaldi cooperate nahi kar pata..
                        • #57 Collapse

                          dear new member ko must use krns chahiye ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain lekin stop loss use kr rahy hain
                          • #58 Collapse

                            Stop loss bhi hi imp chez ha isk bgar koi b trader failure face kry ga. Loss ho to isy rokna km risk lna zrori ha
                            • #59 Collapse

                              Yes you are say the right but I am say that we are use the stop loss and take profit regular. We are use the both option.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                is se achi koi baat hi nhi ho skti, aapka stop loss na hit kry iska mtlb ye hai k aapka trade profit mai ja rhi hai, aik trf to jani hai na, sl r tp ka proper use jo seekh lay wo bht achay se trading kr skta hai. ye dono bht achay tools hain r hm sb ko chahya k inko seekhain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X