Stop Loss not hit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mara sth aik isi tarah waqiya hua tha .us k bad ma ny stop loss use karna chor diya stop loss sy koee khas faida nahe hota ha maray khiyal .stop loss sy bagir trading karta hu aur aik acha profit b easily earn kar laita hu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Nahi bhai jan mera sat tu kabi asa nahi hoa ke stop loss cross kar geya our trade close na hoi ho our mujhe nehi lagta ke kabi kisi ke sat asa hoa ho ga......
      • #33 Collapse

        nahi aisa to kabhi nahi howa. wohi traders stop loss ka lia zoor daita han jin ki investment bohat ziada ho aur high lot trades lagata hon. ma choota trader hon jab bhi mana stop loss lagaya loss hi howa aur market sl ko hit kar gai. ab ma stop loss use hi nahi karta jab tak ka bohat majboor na ho jaon. trades kam sa kam lagata hon kabhi loss nahi hota.
        • #34 Collapse

          Assalam O Alaikum, Bhai jan aisa bohat hi kam hota hai keh aap ki trades jo stop loss ke sath lagi hon aur market main itni ziada se movement hue ho keh aap ka stop loss hit honay per bhi aap ki tarde close nahi hue ho. kabhi ho jata hai aisa.
          • #35 Collapse

            yes if you trade here carefully then your stop loss will not be hit, you take profit will be hit and you can able to make huge profit from your trading, stop loss is just for your security and you can keep your trading safe if you use stop loss here, so try to use stop loss in your every trade and do well in that market.
            • #36 Collapse

              mere bhai jan aesa nahi hai loss khud ba khud hit ho jata hai bohat tezi se guzar bhi jaye agar market to bhi stop los ke point se guzarte he aap ki trade automatically close ho jati hai is me koi pareshani wali baat nahi hoti hai brother .
              • #37 Collapse

                g han han han dost ap na boat achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka boat sa trader stop loss ki kosish krty hain aur boat mehnat krty hain but wo success nhi hotay hain is liye kiu un ko tarqa aur expereince nhi hota haa aur ap ko is ma hardworking honi chaiaya.................
                • #38 Collapse

                  stop loss bohat acha tool hai forex market main jo hamare risk ko bohat had tak minimize kar dayta hai. stop loss hare ander kay day ko bhi kam kar dayta hai. main hud newbie hon expert kehte hain stop loss strong support say agar hum buy kar rahe hain tu 50 pips kay margin say put karna chaye.
                  • #39 Collapse

                    Nhi dear mere khyal say kbi esa nhi hota k stop loss ya phir take profit lgaya ho or take profit ya phir stop loss ko hit krnay pr trade close na ho.Q k esa hona kafi risky ho skta hai or is say trader ko kafi loss b ho skta hai or mumkin hai k account b wash ho jaye isi liye jb b trader trading kr rha hoo take profit to zroor fix krni chahiye lakin khud b usay monitor krtay rhna chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #40 Collapse

                      my dear mere sath to jahaan tak muje yaad aisa kabhi nahi hoa haan baaz dafa aisa hoa hai chart mein achanak se gaip a jata hai jis ki wajah se pending orders open hi nahi hote but jb b mene stop loss lagaya hai close hoa hai
                      • #41 Collapse

                        jab ham log trading kar rahy hoty hen tab ham ko chye k stop loss or take profit ka istmaal kare or jab ham trade liga kar bhar chaly jaty hen ya mt4 hmary samny nai hota to ham kuch wakt baad dekhty hen to hamy yehi dar hota hai k stop loss hit na ho gya ho
                        • #42 Collapse

                          No, this could not happened because once you set the stop loss with your trade and market move 1000 pips or make a jump 1000 pips, then your trade will be closed at the at point where you have set the stop loss in all cases.
                          • #43 Collapse

                            dear forex mai ap ko acha earn karne k liye boht c option di jati hain jin ko use kar k ap acha profit hasil kr skte ho es liye on ko smjho aur seekho phr kam karo...
                            • #44 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha is business me hmen loss se bachna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me hmeshah stop loss ka use kiaa kareen tb hi hm is business me loss se bach skaty hain or is business se acha earn b tb hi hm kar skaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                assalamu alaikum dear me ne bohot zeyada stop loss or tak profit par practice nahi ke is or muj ko ye option zeyad pasand bhi nahi hai mujhee bohot maza ata hai gold ke trading me keyo ke ye market bohot taze see move kartee hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X