Load-shedding aor trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    je lite ka masla to hay he lakon humy forex trading main yeh achy bat lagy ky ap apny trade S/L and T/P par laga day ager lite band be to ap ke trade chalty rahy ge till your set target.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      ji ap ny thek kha Pakistan main lode shedding bht zyida hai is lyie un logo ko bht mushkil ho ga trading karna jin k pass computer hai un logo ko chyie k wo laptop ly lyin ta k easly trading kar skyin
      • #153 Collapse

        yeah very good suggestion i agree your point of view!!! load shedding is the main problem for the people whose live in pakistan.for pakistani trader really need a laptop for successful trading. because load shedding is the main problem here.
        • #154 Collapse

          pakistan main to trading krte wakt load sheding b boht zyda hoti hai is liye hamen trad laga kar to take profit e stop loss zroro lagana chahye ku k ye lagane ka hamen boht fayda ho ga is tara hamen zyda loss b nahi ho ske ga is liye hamen stop loss r take profit zror hi lagana chahye.....
           
          • #155 Collapse

            dear aap ny aik bary masly ki tarf ishara kia hy k pakistan main loadsheding ki waja sy humari trading kafi mutasir hoti hy is k leyeh ya to aap k pass generator ho ya ups aur han agar aap k pass laptop hy to aap internet k leyeh usb use kr sakty hain
            • #156 Collapse

              G jnaab un logo k liye tu bht bara masla hy jin k p[aas UPS nahi hy or wo bychaary trading k waqt kaafi nuqsaan utha lyty hy its a good quewstion
              • #157 Collapse

                g han bhai ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka pakistan ma load shading ka boat zada masla ha aur trader is sa boat zada perishan hain aur dost deako agar tou ap ka pass laptop ya mobile ha tou ap us ma trading kr sakty aur earning kr sakty aur dost bs jaldi ya masla katam ho jya...
                • #158 Collapse

                  Dear you are right pakistan main load-shedding k bohat zyada issue hai lakin eska hal bhe hai agr apka pas laptop hai to ap usb ay sath aaram say kam kar sakte ho.
                  • #159 Collapse

                    sir agar ap ke taraf zayada load sheding hoti hai to ap is tarha trade nai kar sakty phir is k liye ap ko chaye k ap mobile ya laptop ya tab ko use karain ta k ap ke trade main koi asar na ho...
                    • #160 Collapse

                      g dear pakistan mai load shading sa sara kam khrab kia hoa ha magr apko chaye k jo bhi trading kary hamesha stopp loss laga kar kary lazmi nhi k harr ghar mai gentator ya u.p.s lazmi majood ho
                      • #161 Collapse

                        Jee haan aap sahibkeh rahe hain Pakistan main forex trading karna is waja say bhi mushkil hai kay yahan per load shading ka ek bara masla hai jiski waja say traders proper trading nahi kar paty hain agar laptop hai to un kay liye to thk hai wo log manage kar letr hain lekin jin kay pas laptop nahi hai un kay liye liad shading ki waja say trading karny main bary maslay hain.
                        AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                        • #162 Collapse

                          jo koi bhe forex trading say earn ker raha hay uss kay liyea load shedding koi matter nahee kerteee hay iss kay chakkar main aa ker kisse nay apna loss naheee krna hay..
                          • #163 Collapse

                            hi dear main khna chao gai k pakistan main load shedding aik bohat bara masla hai is lie dear ap laptop par bhtr kam kar sakty han
                            • #164 Collapse

                              jee han bilcul my dear brother pakistan main load-shading ak bohat big problem hai is se forex trading per bad effect to perta hai but hum generator or laptop se ye problem solve be to ker sekte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwananjam پيغام ديکھيے
                                Pakistan mein load-shedding bahut ziada hai. Aise mein trading karna bahut mushkil hai. Agar aap ke pas laptop hai to aap internet ke liye USB use karen. Aap ko Generator ya UPS ki zaroorat nahi parey gi.
                                Hmare mulk main load shedding ka masla bht ziada hai or hmain is masle ko mad e nazar rakhte hue kuch alternatives rkhne chahiyen,,use lagwana chahiye ya genrater lagwana chahiye,,because jb light jati hai to us waqt kam main bht khalal aata hai,,ap ko loss bhi ho skta hai,,is lye hamain disturbance se bachne k lye is ka hal krna chahiye taa k hmare kam main koi khalal na aye..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X