Load-shedding aor trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    vesy hamen forex men experience or knowledge dono ki zroorrt hoti hanagr during trading load shedding ho gie to ap ko apni trade ka koi pta ni ho ga ka kia bn....lodshdng to bhot hoti he iss ly ap leptop use kr skty h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      load shedding k waja se tou trading mey lose ho ta hey warna agar lap top ho tou koi ziada masala nahi hey likin agar load shedding k waj ase koi masla hey tou lap top is the best or har koi is se trading kar sakta hey or load shedding se business mey bohat masla hota hey. Thanks.
      • #138 Collapse

        pakistan me load seding boht hai es leye trader k sath boht pra masla sara din 18 gante loadseding hote apko chahye ap khud ko zemendar sosite hai humere jo khan hai wo khud hum se voat lay jate r bachare gareeb awam ko tention layne parte hai.
        • #139 Collapse

          iss mein koe shak nahi k bijli ka masla bahot ziada hai. iss surat hal mein ap essy trading kr skty hein k ap trade laga lein orr trade pr tp lga dein joon hi ap ka tp hit ho ga to ap ko profit hasil ho jae ga bhaly bijli na bi ho. iss k ilawa agr laptop ho to yee orr bi best hia trading k lea.
          • #140 Collapse

            g han pakistan main load shedding bohat zyada hey or is sey bussiness karney walon ko kafi problem b hoti hey is liey lap top or USB se hum is mushkil sey nimat saktey hain qk kisi na kisi tra ye work to hamen karna he hey.
            • #141 Collapse

              Assalam o alaikum dear frends me to abe new member hn g bilkul ap sahi k rahy ho pakistan me bhot zayada load shedding ka problum ha jis ki waje se me be bhot zayada destrub ho gaya tha is leye neme abe laptop kareed leya mera advice ye ha k ap be laptop buy kar lo jis se ap ko trading me distrub nai hoge thank you
              • #142 Collapse

                ye bat ki dikha ha ke pakistan me load shadding ha jis ke wjase ap trader nai kr sek the lakin ap is ke liye wo time rakhien jis me light hu wr na ap loatop or ubs istamal krein is se ap ko faida hu ga.
                • #143 Collapse

                  Wasay load shedding ki waja se kafi problems ka samna karna padta ha or kafi problem bhi hoti ha jiski waja se hamari trading or posting dono per effect perdta ha isliye hame chahiye ke ham apne trading or posting ko eesse time per schedule kare jis time per electric available ho.
                  • #144 Collapse

                    forex main achi trading karnay k liay agar hamaray apss lap top ho tu hamain is main say kafi profit ho sakta hai.
                    • #145 Collapse

                      lod shedng buht problm creat kerti h kam k duran ager hum kam rhe ho or light chli gae to buht gusa ata h ya to is klye ap k passs ups ho or ya laptop ye bst h werna hmara kam khrab ho jata h lod shdng bhi buht problm ceart kerta h
                      • #146 Collapse

                        yes dear ap ki baat sahi pakistan mein load shedding ka masla buht ziada hai is kuch traders k paas ups hain or kuch k paas generator b hoon gey jin ki mada li ja sakti hai or jin k paas laptop hai woh evo ki madad se trading kr sakte hain
                        • #147 Collapse

                          Asalam alaikum brother ma ap ke bat sa agree karta ho magar yaha chota sa aik masla ya ha ka agar maray pas laptop nahi ha to mugha ups ya generator ke zarorat paray ge to main trading kar sakon ga.
                          • #148 Collapse

                            Assalaam o alaikum g bilkul ye baat bilkul theek kahi aapne k agar aap ke paas generator ho ya ups to phr to theek hai lekin agar nei hai ye dono cheezen aapke paas then aapko chahiye k aap laptop use karen net k liye wingle ya evo agar ye b nei hai then kam az kam cellphone to hona chahiye android aapke paas then aapk lagain trade ph aapko koi mushkal nei hoga.
                            • #149 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwananjam پيغام ديکھيے
                              Pakistan mein load-shedding bahut ziada hai. Aise mein trading karna bahut mushkil hai. Agar aap ke pas laptop hai to aap internet ke liye USB use karen. Aap ko Generator ya UPS ki zaroorat nahi parey gi.
                              Main smjhta hu k forex ak bht acha buisness hai,,ajkal hamare mulk main loadshedding ka masla bht ziada hai or loadsheding se kam main khalal aata hai,,jb ap trade kr rae hoon or us waqt light chali jae to ap bilkul disconnect ho jate hain,,or ap ko loss ho skta hai,,is lye loadsheding ka masla hal krna bht zaruri hai,,or hmain chahiye k is masle ka koi alternat use kren jese ups,,
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear brother hamaray mulk main bahot loadshading hoti hai os waja se ham sab peeshan hain hamin trading main bahot pwrshami hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X