kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Nit bro, ab main is matlb forex me new hn so maine
    abi tak aisa kuch ni socha.
    Jb sochon ga to zaror btaon ga.and maine abi tak real trading b ni ki albata dmo pe kafi hath beth gya
    hai.and i hope k main futur me kamyb ho jaon ga agr Allah ne chaha to.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      No dear froex trading bohat hi acha aur profitable business hay jo humain unlimited profit earn karne ka chance deta hay aur hum es ko part time bhi kar sakte hain aur es ko seekhna bhi bohathi asan hay hum es ko demo accunt me without loss practice kar sakte hain.
         
      • #303 Collapse

        nahin g main forex ko kabhi bhi chorne ka nahin soch skti hun becaues forex business aik bohot hi bara online business hey aur is business sey main apni life ko fully change kar sakti hun aur apni life ko fully secure kar sakti hun aur apne liye aik acha future create kar sakti hun.
           
        • #304 Collapse

          dear nai main nay to kabi ye nai sohca kay forex main loss kay bad is main hum is ko leave kar dty to ismain humain karna ye chahy kay ismain kaam kary kay liye humain is main risk sy free kaam karna chahy then save ha humain
          • #305 Collapse

            Forex aik bohat hi interesting business hai is ko koi b user itna jaldi nahi chor skta kyun k is me jitna risk hai utna hi profit hai. Forex chorna asan b hai aur mushkil b asan un k liye jin ko loss bohat zayda hota hai.
            • #306 Collapse

              Main nay forex ko kabhi nahi chorna qun kay main nay forex busniess main bohat long term ki plannings ki hoi hain. forex trading say hum quickly earn kar saktay hain. small investment say bhi acha business run kar saktay hain or daily acha profit bhi earn kar saktay hain. or main nay apni friends ko bhi forex join karwanay ka socha hoa hay.
               
              • #307 Collapse

                Yes Dear bilkul mein ne forex trading ko kahi bar chorne ka soucha per is business ko mein chor nai paya , start mein is business mein bohat zaida loss hota tha jis ki waja se mein dishurt ho gya or is business ko chorna chah per mein is business ko nai chor sakta or her br aik new umeed mein agay barha .
                :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                • #308 Collapse

                  forex trading ek bohat he acha business hain or main tu khabe be nahee chocha hain k main forex trading ko chor do agar ek kaam si app ko ek acha profit ah raha hain tu app kiyoo os ko chorna chaty ho .or app ko bata do k app ko khabe be forex trading ko loss ke waja si nahee chorna chayee kiyoo agar app ko is main ajj loss ho raha hain tu khal app ko is main ek boaht acha profit be milgha
                     
                  • #309 Collapse

                    g nahi hum forex trading ko kabi nai chorna chate hai q k is jesi joob hum ko or koi nai deta or hum is per apni marzi k mutabk work kr k acha earn kr sakte hai forex trading working k mamly me aik work hai is per app acha earn kr sakte hai.
                     
                    • #310 Collapse

                      g nahi kiun ky forex trading ke zarye mujhe apne ghar kharch me thori asani ho rahi hy or ye bohat he asan kam hy jo koi bhi kar sakta hai
                       
                      • #311 Collapse

                        Dear Friend, nahe jee main tou forex say aik kisam ka love kerta houn so i dont think so ke main kabhi bhee apnay love ko choor sakta houn our meray khyal say hum main say koi bhi aesa nahe ker sakta ke woh apnay love ko chor day kiya ap chor saktay hain??
                           
                        • #312 Collapse

                          wo log jin ka loss ho jata hai sirf wo log is ko chohrna chahty hain halan k is bussiens ko chohrna nahi chahye ye aik acha bussieness hai agr soch samajh kar kiya jay afr soch samajh kar experiance k sath kiya jay tu aap ka kabhi bhi loss nahi hoga . ye behtrain bussiens hai is ko chohrny k bary main aap soch bhi nahi sakty
                          • #313 Collapse

                            Pahla jab Mujhe 3 baar Loss hua tha tab main nay Forex ko chornay ka socha tha lakin us kay bad jan main nay tanda dimag say socha to mera dill o dimag nahi mana kay main Forex jasa business choe dun es leay main abhi tak Forex pay kam kar raha hon.
                             
                            • #314 Collapse

                              Bohat say Log Forex trading business market chorna chahty hain kue kay Unko Forex mein kafi nuqsan hua hai jiski waja say Wo Forex ko hamesha kay leay Good Bye kehna chahty hain....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                han g chorny ka sochata ho jb mjy loss hota ha but is mn mjy boht profit b mela ha is lya mn is ko chor nhi skta or na he choro ga agr loss hua b ha to is hamri knowledge jo hoti ha wo kam hote ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X