Main ne aik nahi balke kafi baar forex trading ko chornay ka faisla kia us ki waja heavy loss ka face karna tha. Lekin forex tradin aik asa nasha hai ke ye choota nahi kai bar chornay ke bawujood main dobara is ko start kar deta hon lekin is ka faida yeh hai ke ab main kafi mature trader ban chuka hon aur profit earn karnay ke qabil ho chuka hon.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим