kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2596 Collapse

    nahi bhai forex ko wohi loog leave kerte hen jo forex sy dhoka kha chuke hen yani kay forex may loss ker chuke hen and unka jub loss ohuta hay tou wo easily chale jate hen and haar man jate hen
    you have to lose someting to gain something :cool: :cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2597 Collapse

      mainy to kabhi b forex trading ko chorny ka nahi socha kyu k ye aik profit able karobar hai aur is mai ham ko bohat zayada earning hoti hai. is liye ham ko chaiye k proper way sy forex trading ko kary taky ham is sy maximum faeida utha saken.
      • #2598 Collapse

        G bhai apne acah sawal kia hai lekin mene forex trading ko kbhi chorne ka nhi socha q k ye ek bht acha business hai or mere liye ye best hai or mein is ko or bhi ziada seeekhunga successful trader jo bna hai.......
        • #2599 Collapse

          G main ne tu abhi forex trading ko join kia hy main ne is month hi forex trading ko join kia hy main ne tu abhi forex trading ko chorny ka kabhi nhi socha hy kiok main abhi forex forum par posting hi kar raha hun aur learning kar raha hun next month trading karun ga phr pata chly ga forex trading mein kaam karna hy ya choorna hy
          • #2600 Collapse

            mujh ko forex main bohat maza aata hai es mai wokr karna sub work say esay hai app bohat asani say earn kar letye ho agar app k pass achi information or trade ka bohat experinec ho
            • #2601 Collapse

              No dear mene is business ko kabhi bhi chorne ka nahi socha ha ye aik asa business ha jis ko hmeshah karna chahta hon or is business se me acha earn b asani se kar skata hon isi liye ye business best business ha or is business ko chorny ka kabhi nahi socha ha mene
              • #2602 Collapse

                abi tuk ut maiany is buisness ko achi tarahs ay raed hi nai kiya hai is laiy i mei aabi is ko leave karnay ka iradha ksaiay h kars akat ho liin mere boaht hi say dost is busines mei aik boaht hi achi earning kar rahay hai
                • #2603 Collapse

                  No i never think about it because forex is one of the best online business where we can work as a part time job and it is very use full for poor people so never i want to leave it in my future
                   
                  • #2604 Collapse

                    No dear mene is business ko kabhi bhi chorny ka nah socha ha ye aik asa business ha jis se koi b acha earn kar skata ha or is business se hm apni life ko b asani se bana skaty hain isi liye hm is business ko kabhi bhi hm ne chorne ka is business ko nahi socha haa
                    • #2605 Collapse

                      dear forex mai chorne ka tu kabi nhn socha but har bar loss he loss hota hy es liye mai sirf aur sirf bonus account pe he kam karta hon ta k muje loss face na karna pare aur mai acha earn kar jaon...
                      • #2606 Collapse

                        dear mughay is main jis waqt main los hota hain tu phir main us main chornay ka sochta hon werna main is main khabi bi nahi socha hai k main is ko chor dopn or is amin dosray kam keron
                        • #2607 Collapse

                          ji achi post ha. buht se beginners aisa sochte hain k hum ko is se koi profit to mil ni raha to hum ko is ko chor dena chaye. magr main ap se aik baat share krna chahon ga k agr ap kisi children ko school main admission dilate ho to kia wo bacha ap ko aik month main ya 6 month main earning krne lgata ha ? isi trha hum forex se fil for profit ni le skte hum ko forex ko experience k bagair profit ni le skte .
                          اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                          • #2608 Collapse

                            forex ko kabi b maine chorne ka nhe socha ha kiu k forex ne mje bhot kuch dia hai is say maine kafi ache say experience gain kia hai maine is mai kafi time spend kia ha profit say ziadya mje is mai loss ka samna howa hai per us say mje is mai kafi idia milte hai jis say mje experience b gain howa hai kafi had tak
                            • #2609 Collapse

                              Forex trading ko chornay ka tu maine kabhi nhi socha hai.Me tu yaha per apna future bananay kay laye ae ho.Or yaha per me life time working karna chahti ho.Trading ko join kar kay koi bhi nhi chorna chahye ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2610 Collapse

                                My dear bhai chorney ka dil tab karta hai jab loss hota hai lekin loss koi reason nai hai forex me hum apni mistakes ki waja say hi loss kartey hai ager hum forex ko soch samjh kar is ki analysis kar kay or trend ko achi tarhan say watch kar kay order lagaye hain to humein loss nai hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X