G dear friends mai ye khaina chat hun kay humain hamesha kosesh karni chye kay hum zayda say zayda information ko share karain kiyu kay jitna zayda share kiya jata hai tu us mai faida aik adhaye ka ni hai balkaye sub ka hota hai tu kosesh karain kay kisi kay pass bhi achi information ho tu us ko agye shre karain ta kay hunarye sath sath dusro ka bhi humain faida ho jaye tu faida zayda esi mai hai kay hum aoni information ko shre kartye rhain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим