Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???
    G dear friends mai ye khaina chat hun kay humain hamesha kosesh karni chye kay hum zayda say zayda information ko share karain kiyu kay jitna zayda share kiya jata hai tu us mai faida aik adhaye ka ni hai balkaye sub ka hota hai tu kosesh karain kay kisi kay pass bhi achi information ho tu us ko agye shre karain ta kay hunarye sath sath dusro ka bhi humain faida ho jaye tu faida zayda esi mai hai kay hum aoni information ko shre kartye rhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
    G dear friends mai ye khaina chat hun kay humain hamesha kosesh karni chye kay hum zayda say zayda information ko share karain kiyu kay jitna zayda share kiya jata hai tu us mai faida aik adhaye ka ni hai balkaye sub ka hota hai tu kosesh karain kay kisi kay pass bhi achi information ho tu us ko agye shre karain ta kay hunarye sath sath dusro ka bhi humain faida ho jaye tu faida zayda esi mai hai kay hum aoni information ko shre kartye rhain
    Assalamu Alaikum Pakistan Forex forum ka maksad hi yah hai ki Ham Yahan per Forex trading ki jitni jyada ho sake utani information share Karen Taki Baki member jald se jald Forex trading business ko Sikh jaen
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

      Jee mere dost nay bahot achha sawaal kiya hay kay forex business main information share karna ka kiya faida hay to mere khiyaal main forex business main aap kay pass jitni ziyaada information ho gi aap os kay mutabik market ki strategy ko samajh sakain gay es liay forex business main kamyaabi kay liay knowledge oar forex ki information bahot zaroori hay
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

        dear friend ap forex k knowlldge ko getna bhi ganty hain osay forum main shera karty rahen ak to as say goneor ko faida hota hy dosra as say hamen achay thanks k sath acha bones bhi mil gata hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

          Absolutely right dost hamen is business men sirf apna e ni bal k s as b ka faida sochna chahey phr h as mara b faida hoga or hamary pas jitni b information ho usko dosron say share karna chahey or juniors ki help karni chahey ta k wo b earning kar saken
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

            G haan baai forex trading ek asa business hay jis may aap k pass agar ziada knowledge hoga tho he aap kamyaab ho sakhthay hay our agar aap k pass knowledge hay tho osay forex forum par share karna chahiay kionka is say aap ka koi nuqsaan nahee hotha our na he hamare trading say market par koi asar partha hay is liay hamay sab k saath apnay experiance share karnay chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

              Ap k pass forex ke Koi b information a to lazmi us ko share karna chiey is ka sub se zaida faida Ap ko he o ga q k o skta a is information me Koi query a to Jb Ap share kary gy to log is pr reply kry gy to query clear o gy ge is forum k do he faidy hain first K Ap ko trading k liey bonos milta a Doosra Ap is se knowledge hasil karty hain aur apna knowledge share karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

                forex mai agar hum information sahre krna chatey hain to hamy ache inforamtion share karne ho ge hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

                  forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai information ko share krna kita faidy mand ???

                    Forex forum main information share kerna kay sab say bara fida yeah hota hay kay trader ko forex forum main achay post kernay ka moka mil jata hay. ager trader achi information share kerta hay to us information ko google per traffic bhi achi mil jati hay aur trader ko us post per thanks bhi zayada mil jatay hain jis say trader ko acha bonus mil jata hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X