Traders ki jald baazi say honay waley losses

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ki jald baazi say honay waley losses
    Forex trading mai traders kaamyab bhi hotay hain or nakaam bhi hotay hain. Aap kabhi bhi kaamyab traders ko apni strategies share kertay huay nahi daikhengay .sirf nakaam traders he apni nakaami ko share kertay hain. traders ko ziada ter losses hamesha jald baazi ki wajah say hotay hain. Jald baazi kay losses mai profit thora lay kay trade close ker laina jo kay baad mai mazid barh jata hai or trade loss mai janey kay fori baad trade close ker laina hatakay trade wapis profit mai ajati hai. Jald baazi ki waja say honay wala loss dobara poora nahi hota hai.Traders apni jald baazi pay control ker kay kaamyab ho saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

    Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke jis ko ap apny ghar baith ker bh ker sakty hn aur apny financial zaroryat ko pora ker sakty hn lkn forex trading aik complicated aur tough business hy is main juldy ap ko loss ki taraf lay ja sakta hy aur sometimes ap ka profit bh loss main badal sakta hy is liy juldbazi pr control kerna seekhin
    • #3 Collapse

      Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

      Dear brother loss hony ki boht si reasons hein zarori nahi k jald baazi mein open ki hvi trade mein loss ho jald baazi mein bhi loss hota hai kekin ziada tar mistakes aur lalach ki waja se loss hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

        dear jo is main apne emotional ko control nai kr sakta ha os ko phr is business main lose ka hi samna krna parta ha is main hume lalach bilkal be nai krni chaiye ur apas main mil jhul kr kam krna chaiye ye hamre liye important ha hume daily demo account main chart indicotor ko dekhna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

          Amazon aapane bilkul theek hai Pakistan Mein Jab trader ka koi fayda hota hai to use Apne nuksan Mein Badal Dete Hain jaldbaji Karke unhen jald Bari Tu Shaitan hi karta hai na Satana unko jaldbaji Karva deta hai aur vah apne fayde ko nuksan Mein Badal Dete Hain bhaijaan bhaijaan Jab aap jaldbaji karen to Samjho ke aap Shaitan ka vartman rahe hain to Usi Waqt bism Allah padh ke kam Karen to aapko koi bhi nuksan nahin hoga aap Usi Waqt aapka jyada fayda ho jaega
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

            Bas yahi chez hamari samaajh maain nahi arahi k ye akhir mamla kia hai ager jaldi loss main trad closs krdo to trad wapis ajati hai aur ager km profit main trade closs kardi ohr market wapis nahi ati ohr agay he chalti rehti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

              Dear friends jab ap new trading start karty hain aur ap start hi sy lalach me aa jaty hain aur bina isko seekhy samjhy trading start kar dety hain to usmain bhoot mushkel hy ky ap koi acha profit bana saku usmain loss hony ki pori umeed hoti hy keun ky forex trading me wo banda hamesha nuqsan patta hy jo jald bazzi main kaam karta hy.
              Jazak ALLAH ツ
              • #8 Collapse

                Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

                Assalam O ALaikum gee haan bilkul apnay durust kaha hai Trading ma loss ki jo main reason hoti hai wo jaldbaazi ki he vajah se hoti hai. jo new traders hoty hai unko kuch pta nhi hota naa as lye mostly new traders he aska victim hoty hai aur jaldbaazi ma apna bonus or investment lost kar dety hai. aur jo axhy aur expert traders hoty hai wo as baat ko apna mind ma laay kar trading karty hia. jiski vajah se wo kafi haad taak loss se bach bhe jaty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

                  G bilkul sahi baat hai jaldi main feslay lenay walay kabhi iamyaab nahi ho oatay trade lenay se pehlay apni trade ko bar bar dekho apnay anaylsis ki bar bar check kro jis se seekha hai usay check karwao phr aao trade main enter ho saktay ho.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ki jald baazi say honay waley losses

                    Ji ka bhajan Apne bilkul theek hai jo ismein trading jaldbaji Mein Karta Hai To vah Kabhi Kamyab Nahin Hota Aur Woh Apna Los hi karta hai jo usne jaldbaji karte hain Hamen ismein jaldbaji bilkul bhi nahin karna chahie trading ke waqt hai FIR jakar Ham ismein Kamyab Honge aur ismein profit bhi Kamal Sakenge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X