DISCUSS ABOUT RISING WINDOW CANDLESTICK PATTERN DEFINITION
Rising window Ek Japanese candlestick pattern hai Jise bullish ka continuation ka pattern Samjha jata hai aamtaur per ya price ke Upar Jaane ke bad Ek gap ke Taur per zahar Hota Hai Kyunki Ham right location per rising window ke zahir hone ke bad bull ke moves ki axpect Karte Hain rising window pattern falling window ka opposite pattern hai rising Windows candles stick pattern two candle Se Banta Hai donon candles Ke Darmiyan Ek gaps hai wicks ke size big hai rising window candlestick pattern Ko trade karne ke liye Apne chart per ek hi shape ki candles ki series Talash karna Kafi Nahin Hai
HOW TO TRADE THE RISING WINDOW
Is bullish ke steps ke bad Ek rising Windows zahir Hone Wali Ek possible Trends ke upar ki taraf continue Rahane ki Sign hai yah simple hai rising window pattern ki trade us time hoti hai Jab last candle ki unchai Tut Jaati Hai aap gap ko Dobara jaanchne ke liye pull back ka wait bhi kar sakte hain Agar price us level per Wapas nahin aati hai aur iske liye Ham stop loss ka istemal Karte Hain Stop loss ki several different types Hain sabse common yah hai ki ise set karne ke liye pattern ka dusra side istemal kiya jaaye
TRADING THE RISING WINDOW WITH MOVING AVERAGE
Example ke Taur per increase ko badhane ke liye Hum rising window candle stick pattern ko dusri type ke technical analysis ya indicators ke sath Milkar istemal karna chahte hain rising window pattern ko trade karne ke liye Yahan strategy hai yah Aksar pullback ke end and Upar ki taraf new leg ke start ki maloomat karta hai support and resistance levels entries Talash karne ke liye behtarin place hai Apne chart per resistance ki levels banaen and profit ki level ley Yahan Idea yah hai ki Jab price Upar ke trend per ho to pull back ko moving average trade karna hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим