Trading mein bari lots kay nuqsaan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

    Big Lot size aapka account watch kar sakti hain small lot se Chhoti Chhoti trades Karen uska fayda yah Hoga Ki aapko experience ke sath sath long time ke liye uska fayda Hasil hoga Kyunki agar aap big loss purchase Kar Ke ekdum se Apna account Bhaskar Baithe to Fir trade kaise karenge so isliye Chhoti trade lagaen Chhoti lots khariden Taki aap longtime chal sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

      Dear friend I hope you are fine and your are absolutely right I am agree with you said that big lot size big loss but dear I think we have good capital or excellent account balance we will use Bigg lot size there is no issue it's well be beneficial for you but you have low account balance than you should avoid big lot size you should always use minimum lot size for secure trading and enjoyed profit.
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

        Forex trading main big lot size set karnay say Forex trading kay doran traders kay liay kafi mushkil paida ho jati hay aor trade ko manage karna bhi un kay liay bohat ziada mushkil ho jata hay jis say un say bohat ziada mistakes ho jati hain jis say un ko trading main loss ho jata hay lehaza trading main kisi bhi qisam kay loss say bachnay kay liay small lost size set karna chahiay.
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

          Forex trading main big lot size set karnay say Forex trading kay doran traders kay liay kafi mushkil paida ho jati hay aor trade ko manage karna bhi un kay liay bohat ziada mushkil ho jata hay jis say un say bohat ziada mistakes ho jati hain jis say un ko trading main loss ho jata hay
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

            Bari trading lot use kernay kay boht say nuksan hain. jis say loss boht zayada ho jata hay aur profit bhi ager ho to boht zayada hota hay. ager balance kam ho aur trader bari lot use keray to us say trader ko boht jaldi loss ho jaye ga. is say wo dobara trading nahi keray ga. is liye ager wo choti lot use kerta hay to wo zaror kuch profit keray ga aur kuch loss keray ga jis say wo zayada der tak forex main traidng keray ga.
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

              Assalamualaikum dear friends Forex main Bari lot ka nuqsaan ye Hy k AP ko agr loss ho jata Hy to us ki amount bohat ziada hoti Hy r jaldbaazi hi AP ka account balance zero ho jata Hy.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                G Han bulqul bhot nuksan hai apna meni ka bhi or apny Exprenc ka bhi nuksan hai or apka dil bhi toot jata hai
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                  Meray sath aisa ho chuka ha k me nay aik dfa bahut bri lot lga di thi gold pay aur aisi move hua gold k mera sara account tabah ho gaya so bri lot aksar nuqsan denti hain hmain lalach a jata ha aur is chak mn bri lot lga detay hain. So bri lot lganay say parhiz krna chaheay aur apnay account ko safe limit mn rakhna chaeay ta k kisi baray nuqsan say bacha ja ksay.
                  Kinza789 Trading Journal
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                    AOA! dear forex members kaisy han ap log ji trading main bari lot ka nuqsan ya hota ha k ager trade profit side py ho tu theek warna loss main jany sy acount wash ho jaty han is liay seniors hamein bar bar yahi request kerty han k trade hameshan small size k sath open kerni chahiay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                      Gee han trading main big lot laganay k boht zaida nuqsan hote hai agar trader normal ya low ho phir us ko or b boht zaida loss ho jata hai agar wo apnay sare bonus ya invest par big lot rakh kar trading kare ga phir agar us k big loss ho gya phir loss ko wo choty lot k sath recover kare ga agar big lot k sath recover ki koshash ki phir account wash ho jay ga chot lot main loss recover karnay main boht time lag jata hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                        Ha. G dear ap ny Sahi Kaha hai Forex main big lot size ralhny Dy hamara account wash ho jata hai hamri sari mehnat zaya ho jati hai isleay hamen chaheay ky Forex main.small lot size Ka use Karen. Aur Kam profit kmain but aisa na ho
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                          Forex forum m hmisha aitdal rkhna chaiyee lot size ko markit ki rining ky hsab se rkhna chaiyee zyada profit ko MD nzr rkh kr big lot ko samny rkhty hn is se account b chla jata ha aur sari mhnt aur wqt loss ho jata ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                            aap jab bhi forex trading karne lage aapko chahie kay money management kay mutabik risk reward ratio calculation karne ke bad lot size ka intekhab karke trades open Karen aur kabhi bhi greed ya emotion mein Aakar big lots size ka use na Karen big lots size ki vajah se hundred percent mein se 95% traders ka account wash ho jata hai isliye rules ko follow karte hue discipline ke sath analysis karne ke bad kam lot size se trade open karni chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X