Trading mein bari lots kay nuqsaan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein bari lots kay nuqsaan
    Forex trading mein agar aap bari lot size ko lagatay hain tou iss kay bahut sae disadvantages hain iss ka sub sae bara nuksan yeh hai kay aap ko bara loss ho sakta hai ya bara loss ho kay apka account wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

    Big lot size lagany ka nuksan ye hota hay key traders ko loss be esi lot size ki percentage se ho sakta hay, jes ka recover karna be traders key ley difficult ho jata hay, over trading ya risky trading se ham kabi be apni trading ko profitable ya kamyab nahi bana sakty hey es key ley ham risky trading ko avoid karna ho ga aur risk ko kam karny ki koshish karni ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

      G baai forex trading may hum jab hi big lot size k saath trading karthay hay tho oskay dho nuqsaan hothay hay ek ye ke aap ko agar kise trade may loss hogia tho so aap ko recover karna buhut ziada mushkil ho jatha hay our dhosra ye ke aap k account k wash honay k ziada chances hothay hay is liay ziada lot size say trading nahee karne chahiay our aap ko poora maheena trading karthay rehna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
        Forex trading mein agar aap bari lot size ko lagatay hain tou iss kay bahut sae disadvantages hain iss ka sub sae bara nuksan yeh hai kay aap ko bara loss ho sakta hai ya bara loss ho kay apka account wash ho sakta hai
        Assam Alaikum Jab Ham Ek rabadi lot size se apni trade ko open kar dete hain to hamare account jald isliye Ho Jaate Hain Kyunki hamare pass Itna Bada capital Nahin Hota ki Ham market ki big movement ko bardasht kar sake isliye Hamen chahie AK Apne capital ko minimum rakhen
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

          My dear brother of pakistan forex forum assalam o alikum umeed kerta hon k aap biklul theek hon ge ager ham trading main lot size ziada rakhen ge to hamare trade lot tak nahi pahonche ge aur hamare trade los main chale aur ager ham ziada lot size rakhen ge to hamara account bhee wash ho sakta hai ager ham ko kayuab hoana hai to hma ko chaye k hm lot size kum dse kum rakhen .
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

            Forex trading mein account wash hony ki aik reason big lot bhi hai jb ziada profit k liye traders big lot use krty hein tu currency mein bhi account wash ho jata hai bonus trading mein waisy bhi traders k pas balance kam hota hai is liye big lot se avoid krna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

              han g hamy ya lot bhoot kam khrabn kar jati hy se sa ham sab ko bhoot dooor rehna ho ga tb ham kamyab ho sagty hain lots sa hamra account wash ho kata hy loss ho jaty hain es lia hamy lots sa bouchna chaheya
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                Dear friend main ap sa khana cahta hu ka forex main jitna ho sakthy km lot wale tread laghy agr ziada lot wale tread laghy gha tho app ka loss bhi ho sakthy ha orr ap ko naffa bhi aa saktha ha iss lia main app sa khana cahta hu ap risk na lian shuru sa app chore lot wale tread open Karin
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Forex trading mein agar aap bari lot size ko lagatay hain tou iss kay bahut sae disadvantages hain iss ka sub sae bara nuksan yeh hai kay aap ko bara loss ho sakta hai ya bara loss ho kay apka account wash ho sakta hai
                  Yes sir trading me bari lot jahan hmen profit day skti hai wahen hmen big loss b day skti hei. is lye ye hm pr depend krta hai k hm apne account ko big lot use kr k risk me dalty hen ya phir small lot use kr k safe rakhty hen. Behtar yehi hai k hm km se km risk len taky hmara account jaldi wash na ho jaey bl k hm long time tak isy continue rakh saken. Otherwise, hm kabhi b forex career ko life time tak continue nai rakh saken gy or jald hi big loss me aa jen gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                    ager ham koi bhi kam karty to us mn ager miyaar aur maintaince nhe hoti to ham us kam sy profit nhe kama sakty chahe wo kam jesa bhi ho ye to risky markete h ager ham is mn lot size bra rakhty hn aur hamara acount chuta sa h to pher hamra acount to wash ho jay ga kun k ager markete hamry thora sa bhi against jy gi to hamara acount to wash ho jay ga aur thora bahut to markete move karty rahty h
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Forex trading mein agar aap bari lot size ko lagatay hain tou iss kay bahut sae disadvantages hain iss ka sub sae bara nuksan yeh hai kay aap ko bara loss ho sakta hai ya bara loss ho kay apka account wash ho sakta hai
                      Forex trading market mein badi lot size use Karke trade karna bahut Mushkil Hota Hai Jab aap Badi lot size use Karke driving karte hain aur aap bahut jyada hai jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                        trading mein badi lot size ko use karne se Hamen bahut jyada loss ho sakta Hamara account was Tak ho sakta hai isliye Jitna ho sake Se Bachana chahie koshish Karni chahie se bachen Jitna Ham Vaisa Karenge itne acche tradable Sakenge acchi trading kar Sakenge Hamen bahut jyada Mahina to karne ki koshish karne ki jarurat Aaj Itni Jyada mehnat Karenge itne Jyada Kamyab Ho jaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                          Gee haan forex mein jub hum bari lots lagatay hain tou jaisay hi market humaray against jati hai tou humara account wash ho jata hai kyun kay humara pas itna zayada bonus nahin hota kay woh zayada time tak forex market mein survive ker sakay
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                            forex aik acha business hain hamy is mai aik pair mai kam karna ho ga pher he hum bonus earn kar saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein bari lots kay nuqsaan

                              Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                              umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                              yes sir hum ko as mien aa ker bari lot size use ni karna hota hai agar hum as mien aa bari lot size use kerty hien tu hum as mien aa ker her bar earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aakr her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar dil say try karna hota hai or dil say earning karna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X