How to control greed on trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear jab ham fore xpar tarde kartay hain to hamen jitna b profit mil raha ho khua wo thora ho ya bohot hamen is ko accept akr lena chhaye tb hi ham greed say bachay rahen gay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      trading kerteey waqet aap ko greeding meey nahi pernaa chahyee aur trading keey lihaaz seey complete knowledge aur experience hasil kerneey keey baad aap work kerr sakteey heey iss keey elava ager aap forex ki requirement keey mutabiq aap kaam kareey geey tu aap ko benefit hi ho gaa agerr aap iss peey amell nahi kareey geey tu aap ko definitely loss hi hoo gaa
      • #18 Collapse

        mere khyaal main ju sub se best triqa hai greed ko control kerna ka tu wo ye hai ap market ko pehl;e smjh ker trade open keren aur apna koi targt fix rakh lein.
        • #19 Collapse

          This is also very helpful for the traders if they wish to track their record and there are many such websites which helps in tracking our performance, we may select the reputed ones such that we are in safe hands, and then evaluate our trading process on monthly basis and improve the same.
          • #20 Collapse

            dear greed yani lalch insan main kabhe bhe khtam nai hota and issi waja se insan ko loss hota hai and agar hum is par control kar lain to mare khyal se yeh hamain profit ke taraf lay jata hai..
            • #21 Collapse

              yes....forex trading bukhat hi riski business hai ....so hum ko chahiye k forex trading may zayada greed na kry ....kyo k zayada greed buri bla hai ......so forex may na kry ....es say ap ko loss b ho skta hai.....aur jo apnay ap pr control nai kr skta to phir wo trading nai kr skta....
              • #22 Collapse

                forex trading mai greed hamy hard work kai zariye say control kar sakta hai hamy chahiye kai ham forex trading mai greed learnign and knowledge hasil karny mai kary
                • #23 Collapse

                  Gee sir humain forex trading ki practice zaida say zaida demo account per karni chaayie because jitni zaida practice ho gi hamara utni knowledge and experience barhay ga, aor experience geedy honay say bacahta hay.
                   
                  • #24 Collapse

                    forex k business mein hamare liye greed ko muakaml tor par control main rakhna bohat zyada zarori ha aur jab ham greed ko avoid karne k bad control kar k kam karen gay to phir ham aek achi kamyabi le saken gay is business sy
                    • #25 Collapse

                      graedy ko tbhi ap stop kr skty hai jb ap smj jaye k agr gready use kia tu loss ho ga gready ak big reason hai loss ki trade y business already etna rsiky hai jb hum logo es jayesi mistakes mil jaye tu y or bhi risky ho jaye ga.
                      • #26 Collapse

                        my dear friend aap ka question bohat acha hai greed se bachne ka aik bohat acha way ye hai ke hum ap na target set karein is ke baad target ko pora hone pe profit gain kar lein nhi to loss ke elawa kuch nhi ho sakrta ....
                        • #27 Collapse

                          greed ko control krny ka asan tariqa hy k ap apny emotion ko control kr k trading kren jub ap apni khwahishat ko mudenazar rakh k trading krty hen to ap ko loss hota hy or ap greed krty hen
                          • #28 Collapse

                            app agar apni greed ko control karna chahte hain to thora profit lain or trade ko close kar k demo account open kar lain or wahan par trade karian real main zaida trade karna app ko greed ki terf lay jata hai
                            • #29 Collapse

                              bhai jaan forex main hum ko greed ko control karna chahaye qn kah greed insan ki zindagi main tofan macha k rakh deta hay aur greed ak bahut buri adat hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear jab ham tarde kartayhain to hamen chahye k jitna b profit gain ho usay accept kar lena chaye or zyada k liye koshish na karen warna ham greed mai chalay jayen gay
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X