How to control greed on trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    khud ka ek aim bna len aur ek target set kar len k us say zyada hum nay na to trade karni hai aur na he kuch aur kam karna hai ek target set kar len aur us ki limits ko kabhi b cross na kare jb tak ho sake us k andar reh kar kam kare.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      dakhao bahai forex trading me ap ko bht patience sy kam ly kar apny jazbat bar qabu rakhna chahia ap ko ziada sy ziada cool rahna chahia or trading me lalach nhi karna chahia trading me agar ap lalach karty hai to ap ko loss hony ka chance or ziada bar jata hai ap ko thory profit ko ly kar said par ho jana chahia ni to ap kabhi bhe kamyab nhi ho sakyn gy .
      • #108 Collapse

        Assalam-O-Alaikum kisi be new trader kay forex trading kay business me greed ko control karna bohat he mushkil kam hota hay q kay us ko kabhi be is kay losses ka knowledge nahi hota hay isi liye aik experienced trader kabhi be is me greed nahi karta hay.
        • #109 Collapse

          greed ko kamkarna app k bus main hota hai app trade main profit ho raha hai to hasil kar lo or bar bar loss na ho to app us ko cut kar lo or mt4 main kam band kar do es say app greed ni karo gy
          • #110 Collapse

            Janab forex trading mai greed ka koi link nahi hai becouse forex trading mai ap k pas best knowldge trading experience demo acount py prctice kry inteligent hai tu wo person every day profit earn kr skta hai ye koi greed nahi hai apke hkmt amli skils hardworking ka reward hai
            • #111 Collapse

              Agar hum forex trading par zeyada say zeyada profit gain karna chahtay hen to humen chaheye kay hum apni greed ko control kren aur ye tab mumkin hai jab hum loss say bachna chahen gay
              • #112 Collapse

                forex trading mai greeds per humay control karna hoga kiu k is say humara loss or b ziayda hojata hai is baat ka humay khas tor per khiyaal rakhna hoga k forex j say best business mai agr humay ache say profit earn karna he hai tw humay lalach nhe karni chaiey is say bachna hoga humay
                • #113 Collapse

                  easa tab hi ho sakta he jab app appne emotion par control karien or us ke bad app trading karien kiun ke agar app ne appne emotion par control na kiya to app greed sey nahien bach sakte
                  • #114 Collapse

                    Is business me hmen achi learning se hi hm is business me lalach par cantrol kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah achi learning se hi kam kiaa kareen agr hmen is business me lalach par cantrol karna ha acha earn karna ha tu
                    • #115 Collapse

                      forex ke business ka sab se bara enemy as min greedy pan hi as ko controll kirne ke liae ap ko as min ak trade plane ko bana ho ga as ke bad ja ker ke ap ko as ke mutabic hi trading ko kirna chiae forex ak bot hi diffrent type ka business hi as min ap ko caree kirni chiae
                      • #116 Collapse

                        hum jab greedy ho kar kam karty hain to humain markte main kafi loss ho sakta hay humain learning kar kay kam karna ho ga jis say humain market main loss km ho ga or aik limt set kar kay trade main greed km ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #117 Collapse

                          sir baat kuch ya ha kay agar apnay forex ma earning krni ha to apko mind ma ya baat rakni chahiye kay apko forex ma greed nai krni chahiye qk agar ham forex ma greed krty ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay bs apko thora thora krky tarding krni chahiye takay apko aek month ma acha profit bhi ho jay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X