Gold hamesha apni khalis dhati khasoosiat ki wajah sae saddion sae insan ki tawajah ka markaz raha hai aur dollar kaghzi khasoosiat ki wajah sae uttar charhao ka shikar raha hai jab dollar week hota hai tou log sona khareed letay hain aur jab dollar mazboot hota hai tou log gold bech detay hain aasaan lafzoun mein dollar aur gold aik doosray kay mukhalif hain aur currency ki nisbat gold mein trading profitable hoti hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим