impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    trading ka busniess hir wo insan kar sakta hay jis ko urdu men typing karna atti hay jis ko parhtna atta hay trading or is forum par education ki koi limit nei hay forum ny aisi koi pabandi nei rakhi hoi jis sy ye pata chly ky is forum par sirf educator user hi kaam kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      education forex main bohat important hai forex main agar ap ky pass education hai tou ap acha earn kar saktay aur eik achay kamyab forex trader ban saktay hai es liye forex ki education bohat zaruri hai.
      • #543 Collapse

        the education can make you perfect in the trade but the trader should do there trade with the perfect ,when they are good qulified in the trade .so there is most education of the trade important thing for the trade
        • #544 Collapse

          good question dear kisi bi business ko karne ke liye education hona chaiye kyu ke begair education ke aap business ko mukamal samhj nai sakte is liye trading karne ke liye education lazmi hona chaiye is se aap trading ko achi tarah samjh sakte hai or is ko easily kar sakte ho or profit earn kar sakte ho
          • #545 Collapse

            haan forex trading kay liye education lazmi hai aik educated person he trading ko sahi tarah se kar sakta hai aur aik achi strategy aur plan bana sakta hai jis se woh acha profit earn kar sakta hai education kay bagair trading karna fazool hai.
            • #546 Collapse

              It is very good for you to try and understand how the market is operating at all times so that you will be able to trade very well so you must learn to always follow the trend so that you will grow at all times
               
              • #547 Collapse

                bhi g forex trading may jitna ham is may earinig kray gay ham ko is amy otan hi zada knowledge ho ga or is may aik higher educated insan b loss may jata hay is may ap ko zda say zada knowledge or experience ki zarorat hoti hay profit earn karna k lya
                • #548 Collapse

                  han bilkul unhey bht knowledge and har cheez ka pta hota hey isi wajah say unhey koi loss b nai hota hey loss hum jaiso ko hota hey jab hum knowledge kisi cheez ki nai rakh patay tab
                  • #549 Collapse

                    main ya samjt ho k forex mein success full hona k liya hum ko forex k bara mein study karni parti hai aur forex mein wo he achy study bhi kar skta hian jo forex mein educators hain forex mein education bhut ziada matter karti hai aur forex mein jis k pas bhi education ziada hai wo acha trader ban jata hai.
                       
                    • #550 Collapse

                      Education bohat zarori hey ksii bhee kamyab trading k liye ya kamyab trader bun nay k liye, ager ham knowledge hasil kernay per zyada tawujja den tou aik din zarur hum is business ko sahe trah sey na sirf smjh jaen gey bulkay profitable trader bhe bun paen gey.
                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      kia ak highly edcuated trader he ak acha trader hota ha
                      • #551 Collapse

                        kush seeker hain wo he is main important hai.is kay illawa is main general education zya aada important nahin hai.hum is main kaam jinta zyaada if your educated then you can study different things but if you are not then you will not be able to understand the basics of the trading.
                         
                        • #552 Collapse

                          education play a very good role to become success in forex trading business . because to become successful trader in forex you need the minimum education about forex trading .
                          • #553 Collapse

                            g han dear jas ke pass forex ka zaida knoweldge or experience hon ga wo he ak acha trader ban sakta hi forex me hum education ke begr hum kam nahi kr sakte hia as me asa possible nahi hia;.
                            • #554 Collapse

                              jo log educated hoty hainun ko forex men kamayab hony k ley kam time lagta hai or wo easily forex ko seekh jaty hain is ley forex men tradig kery k ley education ka buhat zyada effect perta hai or kamyabi bhi milti hai.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                janab education ka impact forex par partha hai ziyatha educated person ky pas knowlage bi ziyatha hotha hai jis sy market ko samajny my madad milsakthy hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X