impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    education ka wese to trading se koi linknahi he but agar koi trading ki kafi knowledge rakhta hoga to uske liye ye bohat hi achi bat he or wo bohat ache se trading kar sakta he agar koi kam knowledge wala he to usko kam profit hoga but agar kisi ko ziada knowledge he to wo experts ki tarha trading karega and acha profit earn karega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      dear agr koi parha likha insan forex join krta hai tu wo es main ziada interest leta hai or esy jaldi pick krne ki koshihs krta hai q k forex main bhi mind ka kam ziada hai tu wo parha likha es ko jalde smjhne ki koshish krta hai
      • #393 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        kia ak highly edcuated trader he ak acha trader hota ha
        Mery khyal main forex trading run karny kay liey humay koi khas digree ki zrurat nahi hay hum agr normal bhi educated hay to hum forex trading ko run kar saktay hay aur forex trading say acha profit gain kar sakty hay.
        • #394 Collapse

          jo log forex market men educated hoty hain un ko is men learning or practice kerny men zyada difficulties nahi hoti hain is ley jaldi kamyab ho jaty hain trading kerny or profit kamany men or achy traders ban jaty hain.
             
          • #395 Collapse

            jab hum koi bhi busienss karty hen to us k bary mein experienc ka hona zarori hota hy us k knowledge ka hona zarori hy to is sy hum ko trading ko samjny mein help milti hy aur hum ko loss nahi hota hy aur achi earning hoti hy.
            • #396 Collapse

              education ka hona intehyae zarury he sab se zyada asar andaz hone chez he education he har bussiness ke leye education boht lazmi hoty he so forex me be education first he
              • #397 Collapse

                forex ki education humari success pay bhot zyada matter karti hai hame kabhi b forex me ye nahi sochna chahye k is kaam me hum kamyab kesay hon gay aur ameer kesay hon gay Allah help karnay wala hai.
                • #398 Collapse

                  friend mere khayal say to ek acha trader hony k liay hamain highly educated hona zaruri h,hamain apni learning day by day enhance karni hnge
                   
                  • #399 Collapse

                    nahe lazami nahe h kay acha trader wohe ho jis kay pass ache education ho asa bilkul b nahe h acha trader honay kay leya ap ko forex market ka pata hona chaia ap ko chaia kay ap ky pass forex ka zeyada say zeyada knowledge ho
                    • #400 Collapse

                      Yes of course right high education is the most important for any trader to do the successful trading, so we should learn more and more to get the great education about the forex trading business and need to do the successful trading with great knowledge.
                       
                      • #401 Collapse

                        bro trading m education ka impact tu prata hn q kh jb ap ny education get ki ho gi tu ap ky mind m boht sari bato or ways or knowledge ka pts ho ga or ap ka mind is ko gain krny m or learn krny kam time ly ga .ap market trend ko jaldi sy learn kr jy gy or market analysis ko bi
                         
                        • #402 Collapse

                          may dear g nhi education hi nhi aik ach tarad ban skta balk jo b is ko ache tareiqe s kre ga wo tarad me kamyab ho skta he is lia is ko achi tara s sekh kr kam krna chaye.
                          • #403 Collapse

                            bhaie is baat main koi sadakat nahin hai kay aik highgly qualified hi aik acha trader hota hai par main yeh kahun ga kay aisa zaroori nahin hota hai kyun kay aapko forex main trading kay liye ziada education ki zaroorat nahin parti hai bas dimagh acah hona chahiyue
                            • #404 Collapse

                              jee janab forex mey education kaa impact kio nahi must hot ahey kio key knowlegde honey sey insaan har kuch kar sakta hey or knowledge aik kism ki ankey hey or forex trading key lye knowledge kaa hona zaruri hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                g haa iss ky liye aap ky paas education ka hona bhi buhat zyada zarori hai q ky iss mai aap ko onlinee work karna hotha hai jiss mai aap ko buhat mehnat karni hoti hai our isi tarha aap ko life set karne ka eak khaas moka miltha hi jiss se aap ki life change ho jati hai i like forex business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X