impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    ager toham ko forex market men trading kerny ki education hoti hai to hamain is men buhat zayada impact perta hai jis se hamain market men trading kerny or analys kerny ki buhat help milti hai or ham achi trading ker lety hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
      kia ak highly edcuated trader he ak acha trader hota ha
      Forex trading mai mostly educated loog he kaam karty hain .iss liey yahan general education ki nisbat forex lerated education zyaada important hai.jo loog forex ko samjty hain or un kay pass experience hai,wo iss main kaafi earn kar leety hain.
       
      • #408 Collapse

        Forex trading main achi education ka bohot hi bara impact hota hey aur jo koi bhi forex business main achi education ke sath enter hota he to woh kabhi bhi is business main fail nahin hota hey aur always is main successful hi rehta hey.
           
        • #409 Collapse

          agar trader k paas achi information hay to woh is main achi trading kar sakta hay aur woh is main profit bhi acha hasil kar sakta hay. is liye trading main profit hasil karnay k liye is ki information hona zaroori hay.
           
          • #410 Collapse

            forex tradign aik bohat hi acha online business hi jis main education aik ahem role play kerti hi agar ap ki education trading ke hawele se achi hiu to ap asni se achi earning ker loo gyearna ap ko bara loss ka samna kerna ho ga
             
            • #411 Collapse

              forex trading main taeleem ki bohat ahmeat hi agar ap iss main achi learning kero to ap ko assni se achi earning mil sakti hi iss lye learning ke bagar ap iss main kamyab nahi ho sakte learning zaroori hi kamyabi hasil kerne ke lyue
               
              • #412 Collapse

                dear brother bahot ziydfa hota hai education ka impact who is liyeh agar learning nahi hia ap pass tu ap sahi say kesay learning kar sako gay trading ki brother fundamental trading ki trading only techincal jesay only sell or buy par hi depend nahi karti hai brother forex trading may bahot say esay point hai jis ko follow kiya jata hai brother
                   
                • #413 Collapse

                  ye baat zarori nahi hai ke highly educated trader hi highest trader hota hai trading ko samjhne ke liye mind ki zaroorat hoti hai yahan par bohat sare trader hain jo education mai kam hain lekin trading ko samjh gaye hain aur achhi trading kar rahe hian
                  • #414 Collapse

                    Education ka impact buhat he positive hy hamary trading success par. Q k esky bgher toh hum market ko nahi samaj sakty toh ksi terha risk ko control krky success knrgy..? Esly knowledge base trading krni chahey..
                     
                    • #415 Collapse

                      Dear kissi bhi trader k lai sub cheez sy pahly education ki zaroort hoti hai ager aap k paas education hogi es trade ki to aap assani sy trading k marahil tai kar sakty hai . Kion k aap k pass knowledege hoti hai es trade k bary main.
                      Azadar Morai
                      • #416 Collapse

                        asslam o alikum dear's yes ddear forex trading karny ky liye education humary liye bohat important ha as ky bagar hum trading nhe akr sakty our earning be.
                        • #417 Collapse

                          jo log forex men any se pahly educated hoty hain un ko forex men reading kerna buhat hi easy ho jata hai or wo easily knowledge gain ker lety hain is ley education ka buhat zyada impact hota hai forex market men .
                             
                          • #418 Collapse

                            ji han sahi bata hai hum ko parha likha hona chahiye forex join karne se pehly tab he hum iss business ko seekh sakty hain samajh sakty hain otherwise hum iss me kuch bhi hasil nahi kar saken ge ...
                            • #419 Collapse

                              Is education possibly a process of trading awareness for things of lesser worth? The goose who trades his is soon a pile of feathers.The most important kind of freedom is to be what you really are. You trade in your reality for a role. You give up your ability to feel, and in exchange, put on a mask. so its not a impact !!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                agar hum trading me success pana chahte hain to humhe high study ki zarorat ho gi high education ka forex pe bohat ziyada asar parta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X