impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2101 Collapse

    ak anper insan forex ko join nahi kar sakta forex mai kam karny ky liye ap ka well educated hona bohat zarori hy without study hasil kiye bager ap success full nahi ho sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2102 Collapse

      bahi mara ya kaheal hi kay ap ka educator huna zarori nai hai bas ap janh b kam karo as par ap ko ak achi mahnat ki zaroata huti hi paher ap ak achy trader ban sakty hu ma nay kafi log dakhy ha jin logo na ak class b nai bahri hi wo ba achy trader ban gay hi bas an logo na wanh mahnat ki hi
      • #2103 Collapse

        jo bhe dost us main hard work kerta hai us ko success milti hai ager app ya main bhe mehnat kerti hoon to humean aik na aik din forex main kamyaabi zaror milay ge our hum aik kamyaab trader ban pain gay humean forex ko time dina ho ga jo k return main as a profit ki shape main milay ga
        • #2104 Collapse

          Education ka bahut positive impact padta hai Forex trading main kaam karne par Jab aap ek educated person hote hain toh aap easily Forex trading co understand kar sakte hain Oriya bhajan acche kaam kar sakte hain Ek educated person Forex trading me easily success kahan se kar sakta hai aur Forex trading ke business ko understand kar sakta hai
           
          • #2105 Collapse

            maew dost ma is ma new tersder ho our is k bar ma majua koi b alam nhe hay ma to dome account ko usd kir rhay ho jab real ma jao gay our majua is k bar pat chal jay gay to aap sa zaorre share kirao gay ya ak bhota hi achay our porfitfull bussiness hay
            • #2106 Collapse

              Forex trading business mein educated hona koi zaroori nhi hy forex trading business ki learning hi sab kuch hy agr ap forex trading business ki achi learning hasil kartay han tu ap forex trading business ko achy tareeke se kar saktay han aur forex trading mein learning knewledge aur experience ho tu kam taleem Waly log bhi kaamyaab ho saktay han
              • #2107 Collapse

                aap ka is ma high educationed honay ki kio zaroorat nhe hote ha aap ko is ma forex kki knowlged hona zaroore hais ma aap agr kam educationed be ha to kio msala nhe hota ha is ma aap ko knowlged forerc ki zada hone cahay is ma ya he bahtr hota ha
                • #2108 Collapse

                  kuch had tak education aap ko acha trader bana sakti he maslon aap ko trading ki technique sekhni hen to aap ko asani hogi. magar khas kar ke dekha jye to yahn pe high qualified kam milengy. balky thory pagle sanky log ziyadh milengy jin ke sar pe jonon hota he paisy ka or job ko like nahen karty mairy khayal se wo successful trader hen.
                  • #2109 Collapse

                    Yes jis k pass ya koi educated trader ho woh aik normal trader se ziada jaldi learning ker ley gey woh ziada zaheen hoga uski soch me b farak hoga means educated persons Forex trading business me ziada ter successful hote hain q k un ko mehnat ki adat phele se hoti hai jo Forex me lazmi required hoti hai.
                    • #2110 Collapse

                      Higher educated person hi best trader nhi ho sakta ya yun kahiye ky ky sirf educated hi best trader nhi bal ky best trader banny ky liye experience ka hona lazmi hy best trader banna ja sakta hy chahy education matric hi ku na ho hum students study ky ilawa jitna time forex py spend karyn gy utni hi earning kar payn gy
                      • #2111 Collapse

                        bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn ap ko sy pehly expernice hona lazmi hy is mn expernice k sath knoweldge bhe hona lazmi hy is lye mn ap ki is bat sy agree ho is mn education or expernice hy​.....
                        • #2112 Collapse

                          bhai jan ap ky sawal ky mutabik aik highly educated aik acha trader bn skta ha lakin agar us ko forex trade ky bary mn extra information hoti ha to . ye bat lazmi nahi ha k aik highly educated hi aik acha trader ho skta ha . wo insan bhi aik acha trader bn skta ha jo forex ky bary mn achi tah janta ho aur kisi kisam ki lalach na kary.
                          • #2113 Collapse

                            education achi hogi tab ih hum is main achi trade kar k hi hum run karein gay aur is main knowldge ho g tab hi hum achi planing akr k hi hum markt main sucess hon gay aur hamain is main kam karny main bi faida ho saky ga it is best job
                            • #2114 Collapse

                              dear friend gab hum forex trading main apna time spend karty hain to as sy hamen expereanse hota hy aur as main hamara knowllge hamary educaction k sath bharta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2115 Collapse

                                education k honay ya na honay ka etna koi issue nhe hai q k trading mein bohat sy un educated log bhi trade krty hain iss main mostly knowledge or experiencce ka hona zruri hai because un experienced people face more difficulties than other people iss lye experience hona zada zruri hai lekin education bhi zruri hai iss sy faida ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X