impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se education ka to is forrx k sath koi link nhe hy q k ham jb yahan kam krty han to asal me hum isko us waqt bht seekh rhy hoty han knowledge or experience hasil kr rhy hoty han han ye hy k education ka apna aik rol hy insan ki zindagi me pr wo aik alag bat hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      meiry thinking se Forex kee study or common study mei farq hai, agr hm Forex kaa maloomat ziyada rakhtey hen to ham kisee bhee common admi sey more achaey traders hein chahey woh highly educated hao lekin usy Forex kaa maloomat na hao to woh aek good traders nahin hai, usy chaye keh woh pahly Forex kaa maloomat achieve kery.
      • #1998 Collapse

        Main ye samjhta hon k education ka itna impact ni parta hai forex pai agar ap k las sharp mind hai na jo jaldi se acha faisla kar sake to ap educated ni bhe ho na to al main smjhta hon k forex trading main kamyab ho agar ap k pas mind ni to education bhe kiai kam ki ni
        • #1999 Collapse

          dear trader hone ke leye zahir hai banday ki kam se kam itni education aur aqalmandi tu zaroor honi chahiye k wo graph aur uss par di gai prices ko achi tarah parh sakay aur achay tareekay se judge ker sakay trends ko samajhne ki salahiyat rakhta ho so i think highly educated ka hona factor nhi balkay apki practice aur forex par dia gaya time hi sab se ziyada ehmiyat ka hamil hai jis se app forex ki duniya main high educated ho saktay hai apni practice apni aqalmandi ki waja se lekin phir wohi baat kahonga ke itni education lazmi honi chahiye k wo news trends prices ko achi tarah se read ker sakay aur better judgement ker sakay shukriya
          • #2000 Collapse

            Ya kuch nay kah ja sakta ka ap high educated trader kamyab trader ho sakta hy han ak market ko analysis karny wala ascha trader ho sakta hy chy us ki jatni bi eduction ho us ka pass forex ka knowledge hona chay aur knowledge ka sath sath us ko markrt ka trande ka pata hona chay
            • #2001 Collapse

              Assalamalaikum, no bhai eisa koch nahi hotaa agar ap ki taleem aam he aur apki paas Forex ki achee maloomat aur exprincess bhee he tao app easley enough munafa kamai kr skti hao as leay mein yahi kahao ga, kee app Forex tradings par bhi zeydaa sy zeydaa tawajoh do knowledge kee saath saath.
              • #2002 Collapse

                Bhae ager app student hao to bhaot nice hay kayon ky student kaa demaegh work mn rahta hai, iss liy woh kaam karta rahta hai, woh darust chaltaa rahta hai, Us ky samajhney ke power bhee hooti hai, lykin yeh only add point hai.
                • #2003 Collapse

                  Forex tradings mein taleem kaa bohat hi zeada impict prata hia ager traders educated ha, to woh aasanisy Forex ke hr chheez ko or es mei honay walei sab anlysis ko understood kr skta hia.
                  • #2004 Collapse

                    zahir si bat hai kay aik educator ko news ko read karnay ka pata h ga wo achi taraha say ye analyse kar lay ga kay trade ko kub aur kis taraha say plan karna hai ub kist currency nay strong hona hai aur kub kis nay weak hona hai
                    • #2005 Collapse

                      Yes dear ap ki bat thek ha success hasil krne k liye forex k bhre ma hume education hasil krni chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                      • #2006 Collapse

                        knowledge es the k to a kamyabi info kei without tou koch bhee nahin hao skta pr forex tradings ky ley ziyada taleem ke need nahe hotti serf ager app matrec hein aur aap ny Demo pr kaam kya hao tou app forex say munafa asany keh saath kma sakti hein.
                        • #2007 Collapse

                          forex trading main education bohat impact dalti hay agar hum educated hay to humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen kyun keh mehnat karnay say humay esmain kafi samjh ati hay
                          • #2008 Collapse

                            Forex market mai success hasil krna hai tou phr es market ki learning bhe zaroori hai kyu k ap jab forex market kilearning krtay ho tou ap es market mai trend kay mutabique trade krtay ho es tarah say ap ki earning bhe regular hoti hai.
                            • #2009 Collapse

                              Aysa b ho skta hai magr highly educated person hony k ilwa experience huna lazmi hai hum he business ko os k rules k mutabik follow krty hain q k bht c books mn hmen topic tu milty hain magr detail os farm ko join krny se milti hai es liye hum experience ko targe dety hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                yes dear brother ap jitna ziada educated hoty hain utna he app k pas ziada knowlege hota hai aur app her country ka knowlege easily rakh sakty hain jiss per apka forex pay bht acha asar pary ga aur app utna he acha experince mily ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X