impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    success ko hasil krnyk liay khud ko is tara ka hard work krna hota hai jis k bad hi ye maloom kr laity hain k kon si tricks hain jin ko follow krna ik successful trader ka kaam hota hai or hum nay kisi rich trader ko copy hi asal main krna hota hai tabi b hum is say earn kr saqty hain money ko
    I LOVE PAK FORUM
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      education ka apki trading e iak bohat hi bara impact hota hai agra apki tradng achi hoti hai tu apko achi tarah say pata hota haikay aj konsi currency strong hai aur konsi week hai
      • #1908 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien forex related education ko zaroor haasil karen uske ilawa koi bhi education jo hogi wo is mein apke itna kaam nahi ayegi.
        • #1909 Collapse

          Bhai g forex trading mai apna jo education forex ke bare mai hasil ke hoe hogi uska bohat acha asar para ga jyb ap forex trading karo gy or us time apko profit be hoga
          • #1910 Collapse

            forex trading kay bary main humay apnay knowledge ko enhance karna chahiey agar hum sahi say knowledge ko enhance karen gay tabhi hum esmain sahi say trading kar sakty hay
            • #1911 Collapse

              forex trading main education bhi matter karti hay agar hum ziada edicated hon gay to humay market ko pick karnay ki slahiyat bhi ziada ho gi aur hum market kay bary main jaldi say seekh jaye gay
              • #1912 Collapse

                agar hum eductaed hon gay tab hum market main achi learning kar saky gay jab hum achi learning karen gay tab hum market main esko use karty huwayy achi earning bhi kar sakty hay
                • #1913 Collapse

                  nahee aisa naheee hai forex main success hasil karne k liye highly educated hona zaroori nahee hai bas English ki samajh hona zaroori hai kiu k forex se related news English main hoti hain aor computer aor internet ko samajhna zaroori hai
                  • #1914 Collapse

                    Education trading me bohat matter karti hai.Agar good education ho gi tu ap ko forex samjhny me difficulty nhi ho gi.Jis say ap future me professional trader ho gay.Without education ap ko learning me difficulty ho gi.
                     
                    • #1915 Collapse

                      Bhai forec trading ma education ka he to sara role hai agr apko online bussiness ka pta hai ap net istemal krna janty hen apko access hai market ki documents apk pas hen verified phr he ap trading kr skty hen market ki terms aor conditions hen jin py amal kr ky hum t4aading kr skty hen
                      • #1916 Collapse

                        forex trading m education bahot zarori hai mgr yad rakian aik ache trader k liay highly qualified hona zarori ni aik average education wala bhi bahot acha trader ban sakta ha
                        • #1917 Collapse

                          impact of education in success of trader is same as in any field of life agar aap ne trading start karny se pehly achi education li ho gi to aap kabi bi looser nhe banen gy,
                          • #1918 Collapse

                            treading kly alim ka hona bht zarori hy forex ka acha alim hasil kr k hi ham lamby arsy tak achi treading kr skty han jb tak kisi bi kam ko krne ka alim hamen ni ho ga tab tak os kam mn kamyabi mumkin ni
                            • #1919 Collapse

                              Is main hamain trade karny k liye both zaida experience ki zrorat hoti hai phar hi him market mainkam kar salty ain earn kar saky gain hamain is main knowledge ki bi zrorat hoti hau
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                trader ki success kliay education boht he zrori ha trading se hat kar agar koi bi field lay li jay education ka boht impact hota ha same way trading men bi agar trader achy institute ya achy trader se education leta ha to voh trader bi most chances han k voh successful ho ga ,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X