impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1681 Collapse

    Education ka bhot bara impact hota hai or yeh impact hamesha positive he hota hai jis tarah sey news mien red indication hoti hai na high impact ki is tarah sey ap samjhien ka education ka impact bhi red he hota hai means key high hota hai or hota bhi positively hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1682 Collapse

      assalamu alikum bhai jan ap ne bari e zabardast batt ki hy realy me taaaleem jis b shobe ki ho iska aser to hota e hy .... or forex business ki to abroad countris me bakaida classea hoti hen or log basre shok se isko seekhte hen kiu k unko pate hy k uno ne future me is se bohat se rupees kamane hen .... or wo is me mehnatt kerte hen ..
      • #1683 Collapse

        highly educated trader bhi loss kerta hai per forex trading ke liye education sirf forex ki count kerti hai baki education se koi taluq nahi is ka to feel free to work here
        • #1684 Collapse

          jee bhai main aap ki baat k jawab mein kehna chahon ga k is mein knowledgeable traders ko bhi loss ho jata hy agr wo jaldbaazi kren gy sabar se kaam nhe kren gy, is mein aap ki success aap k patience py bhi depend krti hy aur isi mein faida hy...
          • #1685 Collapse

            education ka to asar har cheez per he parta hai education he ki waja se hamare andar knowledge ati hai cheezon ki shaoor ata hai hamare andar or jobs bhi achi milti hai so forex ke lye to educated hona bohat zaruri hai .
            • #1686 Collapse

              aik boaht hi bari tujarbat ko apko saths ath lay kay hi chalna hota hai kyu kay aik achi knowldge hi apko kal ko aikboaht hi achi earning karwanay mei help karti hai aur apko mazah bi ata hai
              • #1687 Collapse

                G janab education ka impact bht effect krta hy forex mai bcz forex mai ju impact hy us hisab sy knowledge or expeirencd hasil krna bht bari baat hy or ap ko ju earning aaiy gi woh bhi.
                • #1688 Collapse

                  g haan jaisay k her bussiness aur field of life mai app k lye education lazmi hooti hay yahan bhi kuch aisa hi hay q k ager education nahi hoo gi to app international market mai kaisay kaam kareen gay
                  • #1689 Collapse

                    mera han who ho sakhta han kun ka is ka pas world ki knowledge hoti ha and us ko who market ki knowledg hasil karka or increase kar sakhta ha jis ka iimpact uski trading par parta ha and who or achi trading kar sakhta ha
                    • #1690 Collapse

                      nahee aisi koi baat nahee hai jo bhi forex ko samajh sakta hai wo trading kar sakta hai aor acha trader ban sakta hai is k liye high education ki zarooriat nahee hai
                      • #1691 Collapse

                        education is very important. the role of education in the trade was very big , because we can not deny that any state could force us to make decisions
                         
                        • #1692 Collapse

                          Forex trading k liye hmara bohata ziada educated hona zarori nahi hai Forex trading ki apni hi alag education hai agar ap wo tamam chezen aur strategies seekh len jo forex per apply hoti hain tu hum is business me kamyaab ho sakty hain
                          • #1693 Collapse

                            dear jiss kay pass education achi hogi wo forex may kaam kar sakay gaa or quen kay education hi ki madad say aap market ko jaj kartay ho or yahin say hi aap kay paas experience aata hay or aap asani say win kar jatay ho forex may.
                            • #1694 Collapse

                              han bilkul esa b hai lekn is main zarori ni k aik parha likha he acha trader ban sakta hai is main bus mehnat ki arorat hoti hai ur kam kon samjny ki bus ur is main zyada kuch ni
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1695 Collapse

                                Of course my dear friends ek highly educated person forex main expert and successful trader ban sakta ha. kiyun ke forex main ziada tar English language use hoti ha or highly educated person easily english ko read kar ke forex main expert ho sakta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X