impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    Dear Friends and Brothers salam TO ALL yeah ofcourse education has great impact on forex trading you can gain of experience in job you are well educated and in some case you cant take any risk due to lack of awarences .,,,,,,,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      G bhi mian to ye kahaon ga kay itna bhi must nahi he kay ap without educaiotn kuch bhi nahi kar stkay han agar apkay pas experience he to phir to ap is mian boht kuch kar bhi kstay hain or is mian boht kuch earn bhi kstar4y hain to earning pary depend karta he
      • #1503 Collapse

        aisa kuch b nahe hay trading kay liyea kisse bhe higher education kee zaroorat nhe hoote jisko bhe isske samaj aa jaye woo best professional trader hay..
         
        • #1504 Collapse

          aisa kuch b nahe hay trading kay liyea kisse bhe higher education kee zaroorat nhe hoote jisko bhe isske samaj aa jaye woo best professional trader hay..
           
          • #1505 Collapse

            In the success of a trader there is a great impact of education always, therefore trade after getting complete education , because education is the most powerful weapon for any one.
            • #1506 Collapse

              education hona wese to forex trading bussniess mein itna zruri hai par forex kay about education hona bht zruri hai agr ap kay pas forex kay about education nahi ho gi to ap forex mein kam nahi kar pae ge.
              • #1507 Collapse

                je haan forex mein ziyada se ziyada money earn karna chatay hain tu daily market ku view karay aur es mein kaam kartay howay mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein mind se trading karay
                   
                • #1508 Collapse

                  no aisa bilkul nahin he keh is mein just aik highly educated hi acha trader ban sakta hey aur is business mein aap khud bhi aik achey trader ban saktey hain agar aap isko achi trha se learn karne mein kamiyab ho ajtey hain.
                   
                  • #1509 Collapse

                    g haa zindagi k hr shoby ma education ka impect to hota ha, forex ma bhi lazmi is ka impect ha, aik educated person hr baat ko jaldi pick kr leta ha, or achi trade kr skta ha.
                    • #1510 Collapse

                      my friend education ki ehmiyat se bilkul inqaar nahi kiya ja sakta but forex me ne bht se aese logon ko successful dekha hai jin k pass zada education nahi hai but wo phir bhi forex se achi earning karte hain.
                      • #1511 Collapse

                        agar koi highly educated hey or wo trading k barey main knowledge nhi rakhta to high education ke benefit nhi hey aap educated ho or trading k barey main sari knowledge hey aap k pas to aap aik succcessful trader ban saktey ho.
                        • #1512 Collapse

                          Dear forex ma education ki itna khash zarorat nhi hoti han yh zaror hai k ek educated person bari asani k sath or jaldi forex ko learn kar lyta hai dosaron ki nisbit
                           
                          • #1513 Collapse

                            Dear friend forex trading aik aisa online business hai jis ko her woh banda kersakta hai jis kay paas iss ka acha experience aur knowledge ho aur is mein educated hona ziyada zaroori nahin hai.
                            • #1514 Collapse

                              definitely forex business me jis trader ke pass forex ki taleem zeyda aur experience zeyda he to wahi trader zeyda tar successful hote he, professional trader mostly apni planing ki base pe trade karte he tabhi woh successful hote he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                dear trader bht zarori hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida sy mehnat kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida sy mehnat kry tub e kamyab ho skty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X