impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    mere dost mein apko forex market ki key andar yeh advise karon ga ke ak educated trader jaldi aur bahter market ko understand karta ha in the compare of unedcuated trader you can test your self.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      yr Ji nahi highly educated trader bhi loss karta hai per forex trading ke liye education sirf forex ki count karti hai baki education se koi taluq nahi iska tou feel free to work here.............................................. ........
      • #1488 Collapse

        Shayed ho bhi sakta hai. Jab trader ke paas qualification ziada ho gi to us ki analyse karne ki ability ziada ho gi.
        • #1489 Collapse

          no yeh bat bilkul nahin he keh aik highly education wala hi is main acha trader banta hey because forex aik business hey aur is business mein jo koi bhi mehnat karta hey aur isko learn karta hey wohi is main acha aur succesful trader ban sakta hey.
           
          • #1490 Collapse

            agar dakha jai too acha trader wohi hota hai jis kai paas experience kai sath sath bht acha knowledge hota hai..hum sab ko chahye ka hm bi trading kai sath sath learning ko bi jaari rakhna chahiya ta ka hum trading kartay time us ko use kar ka apna aap ko secure kar sakain
            • #1491 Collapse

              G haan bhai forex main jo apni mehnat say expert ban jaye ga wohi forex main life time tak achi income earn kar sakta hai or wohi good trader hota hai forex main knowledge or experience bohat hi lazmi hota hai is liye humein learning lazmi karni hogi
              • #1492 Collapse

                education to bhot zarori ha trading main auccess k liy tab hi ap ko trade main gain hota ha or ap earning kars akty ho0o forex main Qk forex ko samjna har kisi ka kam nahi ha
                • #1493 Collapse

                  Asalam o alikum dear ap n both acha question kea hy forex m bot highly educated hona zrori ni itni education ho k ham forex ko achy sy smj skan forex m successful hony k liay proper knowledge or best experience ka hona bot zrori hy
                  • #1494 Collapse

                    han dost pa na boat achai bat ki ha aur dost mjy ya hi lagta ha ka ham zindagi ma jo b kam kry gain tou hamay us ka liya education ki baot zada zarorat hoti ha is liye dost agar forex ma b kam kro gay tou ap ko education ki boat zada zarorat hoti ha aur tb hi ap success hoty hain..........
                    • #1495 Collapse

                      If you are unpardonable in doing Forex trading and need to be follow in doing this commerce then you soul to get a neat upbringing near this attachment.i gift say that base knowledge is advantage for every investors because from noisiness every member descend to jazz that what actually Forex trading is ..use demonstrate chronicle for apply ..if you comprehend that you are set to swop, fit a angelical example and testament not get decline if marketplace go trailing..
                      • #1496 Collapse

                        yes trader jo sucess hota hay wo education ki jawa say sucess hota hay eduction ho to ap bohat kuch kar sak tha hay ager ap ka ypass education nahe ho gi to ap kuch nahe kar sak tha ho is liya trader sucess jo hota hat wo eduction ki waja say sucess hay trade mai ..........
                         
                        • #1497 Collapse

                          hum forex main kaam kar kay jo kush seekhty hain wo he is main important hai.is kay illawa is main general education zyaaada important nahin hai.hum is main kaam jinta zyaada time spend karty hain utna he zyaada hum earn kar sakty hain.
                          • #1498 Collapse

                            g bilkul ban sakta ha jis k pas jitna zeyada knowledge ho gi woh forex business ko achy tareky sy samj sakta ha aur sth sth woh aik behtareen stratigy aur analysis kar k aik acha profit earn karta ha .
                             
                            • #1499 Collapse

                              Wese to education zeda effect nahi krti trading ma but ye bat bhi zehn nashin honi chahye k educated bnda Forex trading easily learn kr skta hy or bht acha earn bhi kr skta hy jo bnda uneducated hy usko ho skta hy zeda time lg jae isy sikhne ma.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                Forex trading bot risky karobar hy es ka knowledge hasil krna bot zrori hy success hasil krny ky ley,jb tk forex ka knowledge hasil na keya jaye koi be trader es may kam kr ky es sy achi earning nai kr skta,forex ka knowledge aor demo ke practice bot zrori hyn es may long time ky ley success ky ley.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X