impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    forex me bs wahi important he jo hmne forex se sikha ya sikh rahe he baqi forex me r education ka koi zikar nai he forex me sirf forex ki hi malumat hi chalti he ya forex k mutaliq hoti he bs r kuch nai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      No trading k andr basic education ka hona to lazmi hai but is mai zaruri ni k bht zayda educated log trading mai zayda prfit earn kr skty hain. Remember forex trading mai earn krny k lie aapko forex ko pora time dena hota hai tbe aap is say earning kr skty ho
      • #1038 Collapse

        dekhiye wese tou forex trading mein koi itni hi-fi educatiojn tou required nahi hoti eik aam insan bhi issey achi tarha kar raha hai but kuch jagaaon pey hi -fi education maybe aap ka plus point ho sakti hai
        • #1039 Collapse

          mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader kamyab ho paty hain or baz ko loss ho jata hai.
          • #1040 Collapse

            Forex trading main ap ko bs general tor par knowledge hona chahye ky forex trading kya isy kayse use karna hai or kysey handel karna hota hai .forex traduding main basic knowledge sa hat kar koi or ala education ki zroorat nahi hoti hai bs ap ko forex ky bary main forum sa basic knolwedge gain karna chahye ta ky ap forex main best parfomace da saken .
            • #1041 Collapse

              mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader kamyab ho paty hain or baz nahi ho paty hain.
              • #1042 Collapse

                g bhai jan yeh zarori ni hy k education buht ziada zaroori ni hy is may bus humay information chahye k hm kaisy trade kaisy laga sakty hy ta k hum achi trade laga saky ur humay ziada sy ziada profit hasil hu saky ur agar humay is k bary may ziada information ni mily gi tu humay loss ka samna karna pary ga
                • #1043 Collapse

                  brother aagr aap highly educated hain tu us ka effect tu zror huta haaa is market main aagr koi admi prha likh nehe ha ya phr highly qualified nehe haa tu us ka ur aap ki picking power main farq tu hu gaa jis sa trdand main farq aye gaaa
                  • #1044 Collapse

                    no dear no need of higly education for forex forex mein just humen forex ki education and skill ki zarorat hoti hai es mein or koi education count nahi hoti kyun ke es mein humen trade kerna hoti hai or tade apne mind or experince say ke jati hai education say nahi es liye forex mein study means education count nahi hoti
                    :(
                    • #1045 Collapse

                      as education is important in any field, its is as important in trading as in other business..if you want to become a real succesfull then you have to be educated in this field.without forex education you will not get your dreams...
                       
                      • #1046 Collapse

                        nai dear mujhy nai aisa lagta k koi high educated he ek acha trader ban sakta hai,,,dear agar ap ko is main koi interest hai and ap is main hard working karty ho and is ko complete samjhty ho to ap bhe ek success trader ban sakty ho......
                        • #1047 Collapse

                          g han knowledge ke forex may bot important hy achy trader hmesha forex may knowledge aor experience sy kam kr ky bot acha profit earn kr laity hyn,yh behtreen aor nice karobar hy aor ham es may confidence sy kam kr ky acha benefit hasil kr skty hyn,
                          • #1048 Collapse

                            dear dosto koi bhr kam ya busnise start karny say phlay humy us k bary m pata hona chaye forex asa worka hai jhan edu ki bhot zeyda zarorot ha traning m trading m har jaga agr hum parhy likhy hngy to humy kam karny m bhr asani ho ge
                            • #1049 Collapse

                              yes forex trading ma education bohat zeyada ihmeyat rakhtye hai kamyab hone ma aur acha kamanye ma keo ka is ka zarye hum akamyab ho kara eazly acha khasa kama sktye hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                forex trading mein koi bhi sucess ho sakta hai ager hum log forex trading mein ful knowledge learn kar lain gain to hum bhi forex trading mein sucess ho saktey hain or acha profit earn kar saktey hain forex ek bohat hi best business hai jiss mein humein acha profit milta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X