impact of education in success of trader?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    mere dost hm forex main kaam kar kay jo kush seekhty hain wo he is main important hai.is kay illawa is main general education ziyada important nahin hai.hum is main kaam jinta zyaada time spend karty hain utna he ziyada hum earn kar sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      g bilkul acha trader hu skta hai agar wo apni skills ko achi trha utilize krey tu q ky us ny trading ko smja hta hai ur sekha hta hai wo market ky trend ko smhjta hai
      • #1023 Collapse

        friend hm forex mein kaam kar ke jo kuch seekhty hain wo he is main important hai.is kay illawa is main general education zyaaada important nahin hai.hum is main kaam jinta zyaada time spend karty hain utna he ziyada hum earn kar sakte hain...
         
        • #1024 Collapse

          nahi yeh zarori nahi hae. educated hone se trading mein kuch ziada faida nahi hota bus sirf itna faida hota hae k educated person trading jaldi seekh aur samajh jata hae aur is k elawa jaha tak uneducated logo ki bat hae tau vo b trading mein buhat successful hue paray hain aur daily buhat paisa kamatay hain.
          • #1025 Collapse

            gee han mere klhyal se aek educated person aek acha trader ho sakta hai kun ke wo apni education se trading karta hai or us ko market ke bare main bhi knowledge hoti hai
            • #1026 Collapse

              education ek plus point ha trader ka liya agar ek trader education haisla kar ka is bushings amin ata ha tu us jo news ko read kar ka market analysis Karna bhta san ho jata ha trading ma klafi help bhi milte ha .
              • #1027 Collapse

                forex main education ki importance bus itni hi hy k aik uneducated person forex pe work nhi ker sakhta lekin in forex hamay apni personal education kaam nhi aati jo kuch hum forex k liye learn kerty hain or kaam kerny k doraan jo hamara experience gain hota hy wohi forex pe kaam ata hy.
                • #1028 Collapse

                  Bhai jaan jaha tak mera khayaal education hamari success par impact nahi karta haan hamara forex ka knowledge hamari trade par kafi impact karta hai hum is ke zzariye se hi achi trading karte hain......
                   
                  • #1029 Collapse

                    Not only will pursuing this kind of strategy truly enable you to improve your outcomes, it will as well help your mental well being. When starting any type of trading you shouldn't be in a position in which you are sweating on a contract winning.
                    • #1030 Collapse

                      yh bat to saf ha high education rkhnay wala forex trading ko asani sy sekh skta ha aor jo is ko asany sy na sekh skta ha woh is main kam jldi na kr skta ha aor is ko bht time lgta ha sekhny main
                      • #1031 Collapse

                        mere bhi forex par har kam k liye ap ko proper training ki zarorit hoti ha ap ko chaye k ap forex par kaam sy phile forex ko learn karn or forex par thori si education ki b bhot zarorit ha is ys apo ko forex par kaam krny k liye help milti ha is liye hume chaey k hum forex par proper learning sy he successful ho sakte han
                        • #1032 Collapse

                          if your educated then you can study different things but if you are not then you will not be able to understand the basics of the trading. So you need to understand the matter and also concentrate
                           
                          • #1033 Collapse

                            eduction wala successful nhn hota ya ik asa business hy jis ko kam eduction wala bhe start kar ka earn kar sakta hy magar us ka ly itne education ho ka ap ko samjh ay is business ke ar ap acha knowldge la saken ar experience zarore hy is mein......
                             
                            • #1034 Collapse

                              yeah education is important in every where in trading also because od education our decision making power become more strong and we can predict our future some times easily because we can cntrol our emotions and greed by this.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                Nahi maray khayal may asa nahi hay trading kay liyah aap ko achi trading aani chahiyah or wo tab hi aasakti hay jab aap nay es ko kisi ustad say sikha hay, han wasay har field may education ki bohat ahmiyat hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X