impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    eduction ka impact har jagah pe hi bohat acha ata hai but in cause of forex trading aap ki koi highly education nahi required ki jati so is me minimum educated people bhi kaam kar sakte han but dono k liye aik hi shart hai k wo is ko seekh k is pe kaam krien chae wo higly educated hon or chae wo minimum...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      g han aik education bht ziyada zorori hai trading karny k lye kyn k aga ap educated nai hungay tou apko yeh business sahi tarha samaj nai aye ga....jis ki waja sy ap is business main ziyada behtar tarha trading nai kar paye gay aur apko dosron ki support ki bhi zarorat par sakti hai is lye apko chahye k ap behtar education hasil kary k bad is business lain ayen............
      • #738 Collapse

        well zaruri to nahi ke ap educated ho jabhi yahan kamiyab hosakte ho? yahan aker ap seekh ker educated hosakte ho ap yahan roz aye seekhee nd sabse best ye forum apko kafi sikhata rehta hai
        • #739 Collapse

          education plays an imp role in the life of trader because if u have a knowledge u can easily convey ur message to other person so try earn more knwledge :)
          • #740 Collapse

            sir main kaam kar kay jo kush seekhty hain wo he is main important hai.is kay illawa is main general education zyaaada important nahin hai.hum is main kaam/////////////
            • #741 Collapse

              bhai jan mere khiyal say ye hum pay depend karta hy kay hum kitni mehnat kar kay acha profit earn kar sakte hain is may educator hone ki wja say acha trader nai bna ja sakta is liye hume forex ko proper tarike say samjhna chahiye ta kay hume profit hi hasil ho....
              • #742 Collapse

                Jo trader kamiyab hoty hai trading main uar wo agr ap ko traning daein to yaqeenan ap iss main kamiyabi hasill kr sakty hai aur ap trading ko boht jaldi sekh sakty hai .
                • #743 Collapse

                  miry kahyal sy to jis k pas forex ka knowledge zayada ha or experience zayada ha wo successful hota ha agar kice k pass qualification ha bohat zayada but us ko forex ka knowledge ni ha es mi experience ni rakhta ha to wo loss mi he jay ga or agar kice ko forex ka knowledge ha or wo experience b rakhta ha to wo easily loss sy bach k profit earn kar ly ga.
                  • #744 Collapse

                    Bilkul bhai haan forex trading kay liye education lazmi hai aik educated person he trading ko sahi tarah se kar sakta hai aur aik achi strategy aur plan bana sakta hai jis se woh acha profit earn kar sakta hai education kay bagair trading karna fazool hai.
                    • #745 Collapse

                      jeeee han education forex pr impact krti hai q ka education hoga to ap jaldi experience la sakta hai or education ka zariya ziyada profit b grain kr sakta hai... high level ki education b depend krti hai lakin itni ziyada nai krti.........
                      • #746 Collapse

                        G nahi asa bilkul be nahi hai. Aik high educator be shak apni skills ko use kar k aik acha trader ban sakta hai isi trha aik kam parha likha shaks be be apni skills se trading ko samjh k or apny experience se aik acha trader ban sakta hai. Buhat trader asa hain jin ki education martic se ziyda nahi hai.
                         
                        • #747 Collapse

                          education ka forex per farq perta hai ke educated banda sochne samajhne ki salaiat zayda rakhta hai as compared to non educated person ke, mere khayal se educated person achi trading kersakta hai.
                          • #748 Collapse

                            Education ka impact buhat positive hota hai trading mein kyun k agar ap k pass achi education hogi to aap forex ki knowledge jaldi pick up kar payen ge and ap jaldi learning haasil kar payen ge k trading kaisi hoti ahi and aap trading apko zayada difficult nahi lage gi apni education ki wajah se.
                            • #749 Collapse

                              education ka boht zada impact hota hai apki trading ap k life style pe..apki learning education achi hai tu ap kahi b even in forex posting or forex trading me achi learning kr sakte ho or jitni achi learning hogi utna hi zada or asani se ap profit earn kr sakte ho...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                I think education is a good option for the good traders. we need a lot of learning in forex and a educated person can learn the business easily.

                                اب آن لائن

                                avatar Aviz
                                Working...
                                X