phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    Bilkul jnab forex pay apko bar bar koshesh karnay say he kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jatay hay jin ki bohat si wjohat ho sakti hat ya to wo pesay kam lagaty hayya unhay trade karna he ata barhall forex ko jitna be sekh lo sekhna kbe khtam nhe hota hay is leya sekhtay rehna chaheya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      gee haan bilkul aisa hi karna chahei pehle loss par app ko dil nahi harna cahhei balke next time or mehnat se kam karna chahei or earn karna cahhie kehte hain k apni har ko taslim kar k next time phr try karo ...,.,..
       
      • #828 Collapse

        loss forex ka ek hisa hay agar koy trader yaha par loss nahy karta hay aur har trade me profit karta hay to hosakta hay wo apne poore family ke liye account kol de trading ka . es liye agar hame loss hojaye to hame aur bee mehnat se trading karna chahye .
        • #829 Collapse

          Kehtay hain jo ground min utray gha wohi is min ja kar kush hasil karta hai .Yani kay agar aap .Jab aap pehli bar nakam hon ghay to aap ko buhat kush sochnay say hasil ho gha kay nakami ki kia wajha bani.Phir next time ap apny aap ko ziada expert bna lo ghay .bus kabhi bhi nakami dil nahi shoran chahiay .aik na aik din aap kamyab zaror ho ghay ..
          • #830 Collapse

            ager first time mai apko loss ho bhi gaya hai to plss apna dil chota na kareen kion ke ye aik online bussiness hia aur app jitna expperience yahan lagate hain utna app ko profit hoga us ke liye kuch waqt required hota hai
             
            • #831 Collapse

              Main ap k sath hn,par meray kheal main forex aik easa busines hai js main hum bnht enjoy krtay hain,so is main agar nuksaan ho bhe jaey to hum dobara mehnat kr k nuksan ko pora kr sagtay hain.Humain ko preshane nahe hoti .KAbhi nahi pahli dafa har koi girta hai us se koi farq nahi parhta apko galtiyon se hi seekh kar agay barhna chahiyeh aur yehi successful trader banata hai apko is business mein.
              • #832 Collapse

                haamin agr koi kam nhe ata ha to hum us ma phly success ko get nhe kar latya hn. hamain phly us ma losses ko face karna parhta ha.hum phly gerna sekhtay hn tabhi chalnay k kabil hotay hn. forex ma bhe asa he ha. humain losses sa darna nhe chaye. balky in sa knowledge get karna chaye. taky next time hum ya galti na karain.
                :cool::cool::cool:
                • #833 Collapse

                  salam dsoto,hamy phly nakami per haar nai manni cahhye q ka phli nakami h hamy kamyabi ki tarf ly jati ha or jhis ko b phli nakami hoti ha usy bar bar practice karni chahye to h ham kamyab hon gy.
                     
                  • #834 Collapse

                    Earn profit and loss is the part of any business, traders should to be mentally prepare both of them. mostly new traders are facing loss in his first trading, but it doesnt mean that never get profit in forex business. they should to work hard and focus on his target.
                       
                    • #835 Collapse

                      No in first failure we should not leave heart, and we should try try again until we succeed in the forex trading business we just need to keep full interest in the forex trading business and also we need to remain in limit, and be patience all the time, then you can get the success.
                       
                      • #836 Collapse

                        I agree with you. Zindagi main bohat se aisy muqam atay hain jahan pehli bar kuch hasil nhi hota leking joon joon experience hota to insan kamyabian hasil karna start kar deta hain
                        • #837 Collapse

                          g han forex aik asa business ha jo kabhi ap ko success kary ga kabi nakam lakin agr ap acha trader ban chaty han to nakami py dil chota na kary or work krty tahy aik din ap bhi trained hojy gy
                           
                          • #838 Collapse

                            ap ne ya bat bilkul thke kahi ha bahi bohat se log phli nakami pa dil har jaty ha or forex ko chor data han is liy ap apni phli nakami pa dil na hary .....
                            • #839 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Amjad پيغام ديکھيے
                              g haan bilkul.forex ik risy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai .is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin hatna chahiey or trading ko continue karna chahiey.is tarah hum is main achi earning lay sakty hain.
                              Haan bhai me ap ki baat se agree karta hon forex aik risky business hai hume is kaam me lazmi loss hota shoro lekin hume loss hone par apne dill ko nahi haarna chayye aur sabar karna chayye.....
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                Dear ham ko kabhi bhe nakam hony par dil chota nahe karna chaiya balkah apni nakami ke waja maloom karni chaiya aur jo mistakes aap nay ke hoti han un ko control krian aur un ko repeat na hony dain is k ilawa try try again krian aur apny experience ko barhaian aap zrur kamyab ho jaian gay
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X