phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    Kamyabi aur na kamyabi business ka part hotay hain....na kamyabi ka mtlb yeh nae k ap apna dil khrb kar k forex ko chordh dain....blky na kamyabi pehla qadam hta hai kamyaabi ki tarf....insan ko experiments zaror krny chaiyeh....isay uxka hi experience aur skills improve htay hain..!!
    never give up in your life and don't look back...just go and lead. :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      Ji haan mai bhi tammam forex users ko ye hi advice karonga kay pehli nakami per dil nahi harna chahiye, balkay apni galtiyon ko sudharna chahiye or koshish karna chahiye kay same mistakes dobara na repeat kare. or next trade mai or ziada mehnat karni chahiye
         
      • #798 Collapse

        ji bilkul.. good things come to those who wait. humen apni nakami sy sekhna chahiya na k dil har k hatna.. phr bht sy log short cut ki talash main bhi hotay hain aur jab unhen un k desired results ni miltay tu wo chor detay hain.. isay logon ko sabar k sth kam karna chahiya aur apna best dena chahiya
        • #799 Collapse

          g ha apna thk kaha ha ky phali har per dill nai harna chaya ha forex main earning tab he ho sakti ha jab ap ko forex ky bary main mukamal pata ho hmesha trading main aishta aishta he kamiyab ho sakty ha forex main phaly demo trading ko siekhien phr live trading start kary
           
          • #800 Collapse

            Dear friend ap ne bikul sahi kaha ha k nakami se haar nahi manni chayye kun k forex ak aisa buisness ha jis mein shurru mein kabhi kabhi loss hota ha lekin phirr b hamen haar nae manni chayye aur posting jari rakhni chayye
            • #801 Collapse

              hum apna loose bhi recover kar sakaynge. ku k ye aesa kaam hai k is me agar hum nakaam hotay hain to aap is me paisay nai to experience zror hasil kartay hain.aik dafa sa hemat na haren bar bar try karen aur apny experience ko ziada karen aur apni galtion ko tehk karen ik dafa sa he ap kamyab nhn ho sakty.
              • #802 Collapse

                that is the right the first mistakes or the first loss should not take to hear this is the part of the business and we can get the success in the only sense if we will do the trade with the strong determination
                   
                • #803 Collapse

                  woh kehtay heyna try is a key of success ..bus isi ko mind may rakh kar apna kaam kia jaey or kabhi bi give up na kia jaey apni mehnat jari rakho dear
                  • #804 Collapse

                    Boht he sachi baat ki hay ap ny hamein kisi bhi kam k liye har nae man ni chahiye forex mein bhi honsala rakhna chahiye hum ko.
                    • #805 Collapse

                      Bilkul jnab forex pay apko bar bar koshesh karnay say he kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jatay hay jin ki bohat si wjohat ho sakti hat ya to wo pesay kam lagaty hayya unhay trade karna he ata barhall forex ko jitna be sekh lo sekhna kbe khtam nhe hota hay is leya sekhtay rehna chaheya.
                      • #806 Collapse

                        every inability indicates that you will be attempting which means you will not need to to shed coronary heart... carry on transferring and also don't forget those learns through inability so t daring and also go on.....
                        • #807 Collapse

                          apna BHT acjha post karta rha hain k hum ma pehle nakami ma kabhi be hAR nh mna chiye or bussiness main to profit or loss to hota HAIN ...........
                             
                          • #808 Collapse

                            Forex trading main ager kabi lose ho jaye to please dil mat harye . or Allah se umeed rakhye kay ap zaror kamyab hon gay. ager forex main ap ko lose ho. tension lene kay bajaye ye dekhen kay aisi kon si waja thi. jo apko lose ho gya. or agli bar or mehnat or soch smajh kar trade karen. insha Allah zaror kamyab hon gay.
                            • #809 Collapse

                              g haan kam se kam pehli nakami per dil chota nai karna chahiye aur himat nai haarni chahiye. kaafi bar try karna chahiye agr phr b aap successful nai hotay tau phr aap ko shaid forex chor dena chahiye q k agr bar bar loss ho raha hae tau is ka matlab aap k ander trading skills nai hae aur aap ka mind b trading ki taraf nai chalta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Bilkul I'm agree with you you are right... hamyn itni jaldi himat nhi harna chahiye... bal k hamyn dobara koshish krni chahiye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X