phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    g ahn teak kha hy ap ny jab ap ko trading my pahli bar loss hot hy to ap ka phr dil nahi krta hy trading ko ap ko agr loss ho bi jay to us ko dill py nahi lena ho ga qun ky trading my pahly loss phr profit hi hota hy is ley ap trading my risk nahi lo gy to ap ko profit hi ho ga or loss nahi ho ga phr p ky dil ko i koch nahi ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      bilkul theek kaha ap ne. Although nakami k bad insan kafi disheart ho jata hai aur us kam ko dobara karna kafi dificult hota hai but jab insan masalsal try karta rehta hai to us k pas experience b aata rehta hai. agar insan full concentration k sath mehnat karta rahe to Allah b uski madad karta hai. And at last, use kamyabi hasil hoti hai.
      • #723 Collapse

        g hain forex ho ya koe aur kam bar bar wo kam karny say he insan ko kamyabi milte hay phaly to log in kamoo main nakam ho jatay hain jin ke bhoot se wajohat hain agar forex ko seekh kar karoo gay to koe loss nae ho ga.
        • #724 Collapse

          Dear har business mein loss ka risk hota hai or forex mein loss jo hai wo to part of forex hai koi trader b nahi hai jo loss k bins trade karta ho lekin sath mein apko profit b earn hota hai or apka over all traget kafi acha ban jata hai..
           
          • #725 Collapse

            han bhai ap sahi keh rahay hen per main nahi samjhti kay koi bhi apni pahli nakami kay bad is business ko chornay ki sochy gen kun kay ye mera apna experience hay kay jab bhi mujhay loss hota hay main or ziada mehnat karti hun.
            • #726 Collapse

              g han pehli nakaami par to aisy feel hota hay k is sy fzool kaam koi aur ho hi ni skta aur mery khyaal sy ye ik world wide job of the earning and making money hay aur main is kaam ko bohat achy treqy sy kar rha hun.
              • #727 Collapse

                mere dost nakami tu har business ka hissa hota hai jis sy app ko kafi sekhny ko milta hai r pehli bar app ko nakami hony ka zada chance hota hai q k app field main new hoty han app k pass thora knowledge r experience bilkul nai hota tu app dill na harain gradually app is business ko skhny lagy gain.
                • #728 Collapse

                  forex pay apko bar bar koshesh karnay say he kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jatay hay jin ki bohat si wjohat ho sakti hat ya to wo pesay kam lagaty hayya unhay trade karna he ata barhall forex ko jitna be sekh lo sekhna kbe khtam nhe hota hay is leya sekhtay rehna chaheya.
                  • #729 Collapse

                    pehli nakami pe he ap disappoint hogaye to ap kuch nhi kar sakty i think kyun k har business me loss bhi hota ha or start me loss ho wo nahi dekha jata or trade to hai he loss n profit pe is pe apko chahye apne emotions pe control rakhein or sabar se kam lein or ap step by step oper charhty hain ye soch rakhein bas disappoint hone se nuqsan ziada hai apka
                     
                    • #730 Collapse

                      ge hain forex ko fully tor pe seekhay bagair ager ap is pe kam karain gey toh asa hi ho ga, aur apko loss ho jaye ga is liye completely tor per forex ki information li jaye is se apko forex main koi loss nahi ho ga. aur app ka dil nahi totay ga.
                       
                      • #731 Collapse

                        jo phle nakami par he haar man le usy forex chor daina chahiy is k kese kam ka nhn hai ye blke ye sochna chahey k ab or hard work kro ga or apne loss ko cover kro ga phr vo lazmi kamiyab ho ga
                        • #732 Collapse

                          g g bilkul nakami par dil nahi har na chiya kun ka ya bhi zindagi ka ek hiss hoti hai jis trha hum ek class mai phart hain uss class mai hum fail bhi hota hain ek bar ni balka 2 ya 3 bar lakin pahr na ni chor tay is hi trah nakme par dil chota ni karna chiya bilka or himat or lagan sy aagy bharna chiya.
                          • #733 Collapse

                            jee haan hamein pehlee nakaami per kabhee dil nahin haarna chahiyay kaamyaabi aur nakaami to her karobaar ke hissa hiota hai bohat say loag hein jo fectory mein koi samaan banatay hein aur woh maheenon nahin bik pata mager woh loag apni factory band nahin kertay balkeh apna product behter banatay hein aur uski behter marketing ker keh bech detay hein to ham kyoon dil haaren hamein achay say acha bananein ke koshish jaari rakhni chahiyaya
                             
                            • #734 Collapse

                              Forex mein failure ya loss se dil bura tou nehi kerna chaheye lekin bgair knowledge k iss mein bar bar tries b nehi kerni chaheye iss leye iss ka best way yehi hai k pehlay khud ko iss mein skilled kiya jai aur iss mein apnay knowledge aur experience ko increase kiya jai aur phr iss mein trading ke jai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                AS-LAMA O ALE-CUM MY DEAR FRIENDS loss me tu ap ko gain kerna ka jazba pada hota he us ap apne knowledge ko ur vase keta ho take ap dobara losss se bach jaio es trhan ap loss se incom ke taraf hota jaio ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X