phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Jnab nkami he kamyabi ka pehla step hoti hay agr aap ko start say he kamyabi mil jati hay to aap ko apni mistakes ka andaza nahe ho sakta lakin jab aap ko profit ke bjay loss hota hay to aap ko apni nakami par hosla nahe harna chaiya balkah apni koshash ko jari rakhian aur pehly say zyada mehnat krian
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      profit aur loss to business ka hisaa hai in dono kay bagair business complete nahin hota aur loss bhi app kay liye acha hota hai kyun kay jab app ko loss hota hai to app ko apni galtiyon ka andaza hota hai isi liye loss ho jaye to dil nahin haaro bulkay apni mistakes pe work kar kay next trade karo.
      • #603 Collapse

        ye baat thek hy k try try again till you succed main forex aik easa busines hai js main hum bnht enjoy krtay hain,so is main agar nuksaan ho bhe jaey to hum dobara mehnat kr k nuksan ko pora kr sagtay hain.Humain ko preshane nahe hoti.
        • #604 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
          bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
          forex main loss amomi bat hai aur har trader ko hota rehta hai isliye is par dilbardashta nahi hona chahiye balkey try bar bar karni chahiye apko apki mehnat ka sila zarur milta hai.
             
          • #605 Collapse

            forex trading aik online bussiness hai jis mai app apni investment se earning karte hain lekinn us ke liye apke liye apko hard working ki zarorat hoti hai lekin ager kam ke doraan app ko loss ho jata hai to app ko apna dil nahi harna chahie
             
            • #606 Collapse

              haan yeh sahi hy k kese trader ko loss honey par sad nahi hona chahey Q kay loss ka matlab nahi kay bas sub kuch hatam hogya. blaky loss se kaye ziada tum profit bana sakty ho or wo sub time lega apse.
               
              • #607 Collapse

                apne thek kaha trading me bohat se logo ko loss bhi hota he iska matlab ye nahi he ke ap trading ko leave karke chale jae muje bhi bohat dafa trading me loss howa he magar mene trading ko leave nahi kiya or learning karta raha jiska positive result muje mila or me bohat kush hon
                 
                • #608 Collapse

                  ji dear ap ne thek kaha q k bohat se tyrader ko pehle 2,3 bar loss hota ha.jab loss hota ha to phir bohat sekhne ko milta.muje b first time loss howa tha or 10 bar loss howa tha.mene trading chhori ni ha.ek din to profit hoga.or me abi traning le rha hon.
                  • #609 Collapse

                    ji haan pehli nakaami pe dil nh harna chaye kio ke ye aik aisa kam hai jisko bhut hi sukoon se kia jata hai or samjh daari se kia jaata hai isme koi jald bazi nh honi chahye
                    • #610 Collapse

                      that is the right that we should not loss the heart if we have done the loss ,the loss is the important in the forex because we cannot get the success if we will not face the loss that is why this is the important in the forex business
                         
                      • #611 Collapse

                        forex ik risy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai so is main agar zyada loss ho bhe jaey to hum dobara mehnat kr k nuksan ko pora kr sagtay hain
                         
                        • #612 Collapse

                          G ha mere bhai ap ko apne business me namki hoti hai us se apna dil chota mat kre or apni us nakmi se kuch hasal kre take ane walye kal me aik business man ban sakte hai na k apni nakmi ko agy akh kr apna business krna choor dena achi bat nahi .
                             
                          • #613 Collapse

                            yes dear me ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex trading aik business hay aur har business me profit aur loss hota hay aur hum es business me learning ki madad se asani se profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan online business hay.
                             
                            • #614 Collapse

                              Yes,I totally agree with you that after first defeat in forex business we should not heart from it and continue out after learn all techniques and strategies of forex trading and gain knowledge of marketplace disposition and then spend in this commercialism and and i hope you can earn lot of profit from it after proper knowledge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                G han koi bhe kam ho to us main nakami our kamyabi dono honti han agar ap ko nakami ho jae to himat nai harni chahi hy balky kamyabi ki umid rakh kar kam karna chahi hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X