phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3031 Collapse

    Assalam alaikum bhai main ap sa apna khud ka experience share krta hon ka meri ak choti c galti sa mera kafi lose ho gya muja bahut bura laga phr maina socha ka abi tu start hai aur abi bahut aga jana hai agr main abi sa prashan hona lag gya tu main forex pai kuch bhe earn nea kr sakta maina yai soch ka apna work ko continue kia muja pta hai ka jab bhe koi bnda mahnat krta us ka sila zror milta hai ap bus mahnat sa work kran forex ap ko bahut fiada da ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3032 Collapse

      Kamyabi aur nakami business ka hissa huti hain humen 1 ya 2 nakami par dil nahi chorna chahey bilkh himat sy kaam lena chahey
       
      • #3033 Collapse

        Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itffaq karta hon apny bhot acha sawal ki hy dear mery kheyal me hamen apni pehle nakami se disheart nahi hona chaiye balkay is se hum ko seekhna chaiye or aainda hum ko is tarah ki mistakes nahi karni chaiye jis se hamara khud ka nuqsaan ho.
        • #3034 Collapse

          g blkul forex m boht sy log phly na Kami py hi dil brdashta ho jaty hen k Etni mehnt ki kuch hasil nhi howa ye wo r phr forex ko bora bhla kh k chor dety hen .hala k unhy emotion pr qabo rakh k forex m kam krna chahiy q k hr beznus m loss tu chlta hy .
          • #3035 Collapse

            ji sahi kaha nakamion pe kabi bhi dil nai harna chhaiye. nakami insaan ko kamyabi ka rasta dikhati hay. kuch time k liye insaan mayoos ho jata hay k yar aisa na hota wessa na hota. lekin agli bar kuch hoshyar ho jata hay
            • #3036 Collapse

              nakmai hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur g han dil par nai lena chhaye so hamain is k bary main planing karein gay tab hi hum real main achy say run karein gay tab hi hum real main profit hasil karein gay ta k loss kam ho
              • #3037 Collapse

                har koi is forex main achi trade kar skaty hain aur market main is k up aur down ko dekhna h oga tab hi hum achi trade karein gay aur is forex main dil nai harna chhaye so hamain is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur market main is k up aur odwn ko dekh k hi hum achi trade karein gay
                • #3038 Collapse

                  is forex main plane kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k rules ko follow karein gay tab hamain is say faida ho saky ga aur is forex main expeirence hasil ho ga tab hi hum achy say perform karein gay aur market main trend ko use karna ho ga tab hi hum sucess hon gay&nbsp;
                  • #3039 Collapse

                    market main rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aur har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planing kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main dil par nai lean chhye so hamain is forex main analyse karein gay tab hamain is forex ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho
                    • #3040 Collapse

                      Business koi bhi ho start main nakami ka dar to hota hi hy aur loss bhi ho jata hy lkn nakami k dar se business ni chorna chahy forex bhi aik risky kam hy ab agr phele dafa loss ho gea to zarori ni k bad main bhi loss ho.apni ghalti se seekhna chahy aur behtri ki umeed rakhen.forex se earn karna zeada mushkil usi waqat hy jab esy tawajo se na kia jae .market ko continue watch karna chahy nakamiyan to hoti hen en ko dil py na lein apni koshash jaro rakhen.
                      • #3041 Collapse

                        H g phle nkami pe dil bulkal ni harna chye bulke wo ghalti jia ki waja se loss hoa ha thk krna chye ta k next time loss se bcha ja ske or dil harne ki bjae mehnat sw kam krna chye
                        • #3042 Collapse

                          is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur dil nai harnaa chhaye so hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achy say run kar sakty hain so hamain is forex main planing kar k hi hum sucess hon gay
                          • #3043 Collapse

                            Jee bhai ap ki bat thek hai loss to jata hai but loss k dar sy him ko kam nahi chordna chaye learning krin or experience hasil krin is k bad aap apna sub loss recorded kr skty skhty or profit bhi bna sktyhain
                            Post pasind ay to Thinks pr click krin
                            • #3044 Collapse

                              pehli naakami tu buhat early hai is market say disheart honay kai liyay abhi tu iss market main ap nay buhat ups and down dhaikhnay hain us kai baad ap ko is market ki sirf samajh ana shorow ho gi tu ap ko pareshan nai hona chahiyay aur try kartay rehna chahiyay is market main kamayab honay kai liya aik din aye ga jab ap is market main kamyab hon gay aur profit earn karna shorow karain gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3045 Collapse

                                hamain dil nai harna chhaye so hamain is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur hamain is k rules ko follow karein gay tab hamain is forex main hard work kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karein gay tab hi hum run karei gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X