phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g han bilkul apko pehli kamyabi py dil nhi harna chahye balke apko pehle un nakami ki waja janne k baad us ko thk karne ki koshish karni chahye or usk bad again mehnat karni chahye, kyu k kamyaab wohi hota hy jo hardworking kare
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      yes dear forex trading me first mostly loss he hota hai kyun k loss he insan ko teach karta hai k keay kea karna tha agar hume los na ho to hum kabhi achy trader nahi ban sakty hain
      • #183 Collapse

        ham k ojub loss hota hi is liye ham ko iss main himat nain harni chhaey k jiss say ahm ko iss main bohate he acha [rofit ho ga
        • #184 Collapse

          yaar forex ma nakami hoti han parshan nai hona zorri people can do this work home forex good job for you people can lose there are money in forex
          • #185 Collapse

            Zindagi mein achay din bhi atay hein or burray bhi, agar achay din hansi khushi k sath guzarty hein to burray dino ko bhi kisi na kisi tarha guzarna parta he, agar ap nakam hoty hein es ka matlb nai k ap apni zindagai ka khatma kar lain, esi tarha ap forex mein nakam hoty hein to ap forex ko choroin na balkay pher try karin.
               
            • #186 Collapse

              g han forex aek risky business hy profit or loss dono sath sath hain.strat main agr loss ho to
              himat harni nai chahiy balky koshish krni chahiy k next time galti na ho jis sy loss ho.is business main mehnt r knowledge boht important hain.
              • #187 Collapse

                i dont think so because without teacher you can go wrong way or could isolate in forex but it is very good to take guidance from any good, well trained and well experianced teacher in order to get on the right path
                • #188 Collapse

                  Jee forex jesi market main invest krne ki himmat hi li hai to phir loss se dana kesa or wese bhi ek bar loss hoga bar bar to nahi na or agar kosish ki jae to ap bhi samajh sakte hain koi na mumkin cheez to nahi or jab baki krte hain to ap kyun nahi
                  • #189 Collapse

                    yes dear ap ne thek kha agar asa karo gy to kisi bhe work me achi success nahi hasil kar sakty is lye ap hard work k sath forex ka acha experience hasil karo or phir trad kar k easy success hasil kar sakty ho kiyon k forex par work ap ki life change kar sakta ha is lye himat nahi harna chaheye...
                    • #190 Collapse

                      zindagi k sath kamyabi aur nakami to chalti rehti hai lekin ap work ko sahi samj kar kare gay tou ap ko nakami ka samna nahi karna pare ga aur ap nakami say dil chota nahi karna chahey q k hum apni ghalti say kafi hme jan kari milti hai agy kuch aesa ghalt say bach jate hai forex ko sahi samja jai to kamyabi hi kamyabi mile gi
                      • #191 Collapse

                        dost meray khyal main ye aam zindagi ka bi asool bi hona chaiya kay insaan ko apni phely nakami say disheart nai hona chaiya aur forex bussiness main tu aksaar issi tara ki sortahaal say wasta parta ha iss liya nakimai pe paresahan na hoon balkay apni mistakes say sabiq seekna chaiya aur try for best in future
                        • #192 Collapse

                          nakami hi insan ko behtar banati hai aur agr ap ko nakami hoti hai to ap usi ko samje aur sekhe k aesa howa q ap k ase kia note ghalt tha jiss say ap ko loss howa hai is main emotion aur lalach bhi shamil hogi soch samj kar work kare to kamyabi hasil hogi hamesha ap ko aur kamyab trader ban sakty hai
                          • #193 Collapse

                            haan i agree with u phli nakami pe apna dil nahi haaro warna bhot mushkil ho jata hai smbhalna mere dost koi bt nahi agar loss hogaya ab zada hard work karna zada knowldge ke saath tarde lagan profit mil jayega araam se cover karlena
                             
                            • #194 Collapse

                              Yes I think demo account is for this purpose that we make any trade then he go to loss then we could not worry about money and we will only get knowledge about loss trade then we make expert in trading then we can start real trading .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                yessssssssss bilkul ap na boht achi bt ki hai k phli nakami par dil ni harna chaia but ma to do bar nakam ho chuka ho or abi tk duil ni hara

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X