phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2911 Collapse

    Gee Han bilkul sahe kaha hai ap ny phly nakami ko ager insan pakar k Beth jy tu sari zindgi agay ni barhy ga balky phly nakami py aor ziada apna knowledge aor experience hasil kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2912 Collapse

      Nakami par dil har jany wale kamzoor log hoty hein. Pehli nakami tu wesay bhi experience km ki wjh se ho jati hai. nakami hi success ke khrf jany ka rasta hoti hai try try again wala rule hai sb se best hai insan ki zandagi main kahen bar nakami ati hai jo sabar se is ko jheel jata hai wo kuch hasil karne ki position main a jata hai
      • #2913 Collapse

        life is ful of struggle..mai developer ho kafi dar sa struggle kar raha ho ache job k liay...but mai na kbi himat ni hari..cox hum muslim ha is waja ALLAH pa yakeen ha. k wo help kary ga r koie ache he socha hoga...Mayasoi tu wasa bi ghuna ha ..is wja sa struggle karta rahna chay.chalty rahna chya..kamaybi mil jay ge INSHA ALLAH
        • #2914 Collapse

          Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. bilkul theek kaha ap ne dil har k chorny wala insaan pichy reh jata hai usy nakami mein ki gae ghltiyon se seekhna chahiye or dobara try zror krni chahiye wo kamyab zroor hoga kyun k mehnat ka phal zroor milta hai...
          • #2915 Collapse

            G dost ap ne bilkul thek kaha boht se log pehli nakami per he apna profession change kar lety hain. Ye sirf forex men ni hai har profession k log aesa he karty hain jo k boht he ghalat approach hai. Ap apni nakami se sabaq sekhty hue kamyab ho sakty hain
            • #2916 Collapse

              Agar ap first time trading karte hain to ap agar loss kr dete hain to apko is pe dill nahin karna chaye q k ap us waqt first time trading kr rage note hain aur apko trading ka itna zayada tajarba nahin hoga
              • #2917 Collapse

                Nakaamian to kamyabion ka zeena hoti hain,agr nakami na hoto kamyabi ka lutf hi khtm ho jaey,jb b forex trading men bndy ko loss hota hae to wo uski wajha pe zaroor ghor krta hae aur apni ghalti ko phr door krta hae jis sy wo kamyabi ki trf chala jata hae.
                • #2918 Collapse

                  jee brothers really pehli nakami py dil ni harna chahye. balky us nakami sy sabaq seekh kr agy ke planning krni chahye. us kamyabi ka maza he ni ata jis mn nakami na ho. albatta nakami sy mayoos ni ho jana chahye balky himmat bandh kr fr sy start krna chahye
                  • #2919 Collapse

                    Bhai g Agar Forex me hamra first time loss hota hai to humein us loss ki waja ko sahi karna chaiey to trading karte rehna chahiey hum himat nahi harni chahiye......
                    • #2920 Collapse

                      phli ho ja jitni bhi ho ham ko hemat nai harni chiya kio k jab ham hemat kr jaty hy to ham khod har jatyh y is liya ham ko mhnat krty rehna chiay ham ko forex my loss ho to ham ko is ko chor nai dyna chiaya ham ko is my bhot mhant krna chiya our ham is my kamyab ho sgty hy is ko chor k jany wlau is my kamyab nai hoty hy
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"
                      • #2921 Collapse

                        g bahi ap ny sahi kha hai bohat se trador aysa he karty hain jub unhain loss ho jta hai tu pahly tu gusa karty hain or bad main forex ko balme karny lag jaty hain es liye forex aik totaly risky business hai jis main hmain trading bhi risk ki base par he karty jhain or yah zarori hai k hmain lsos hona hota hai es liye kbhi bhi dil nahi chaorna chahye or aysa nahi karna chahye k forex ko he chor den es liye hmain yah adat chorni chahye
                        • #2922 Collapse

                          g han dear pehli nakami har kisi ko ho jati ha 100 me sy 80 log pehli trading mein loss he krty hein lekin is ko chorna nahi chaheye is sy learn krna zrori ha fir ap bohat he acha work kr sakty hein or ahista ahista achi earning kr sakty hein
                          • #2923 Collapse

                            Hey Sneha Mein Kabhi Bhi Apna Dil Nahi khana chahiye Humein usne Ek dafaa loss Ho Jata Hai To Hum itne recovery Karke Jyada Se Jyada me karne ki try karte rehte hain aur Jadoo chal gaya tha capital gain karne ki koshish Karte Hain
                             
                            • #2924 Collapse

                              Bro! agar ap pehli nakami ki waja say kisi bhi cheez ko chor do gay to ap kisi bhi kaam main kamyab nahi ho saktay, Mere khiyaal main pehli nakami hi kamyabi ki pehli seerih hoti hai , Usi nakami ki waja say ap ko pehle say ziada prepare aur alert ho kar next trade karni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2925 Collapse

                                Bilkol sahi framya hy aony k gam ko apni ohli nakami pr dil nai harna chiya hamy bhot zeada mhnat krni chiya taky ham bhot zeada kamyab ho sgy kuch log is binsess ko chor b dyty hy pr is konchor na nai chiya ya acha bisness hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X