phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2941 Collapse

    forex trading ko jab new traders start karty hain tu almost sab traders ko he forex trading mai loss he hota hai iss lye new traders ko chiye ke woh apni pehli nakami per bohot ziada mayous na hon aur apni learning jari rakhin .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2942 Collapse

      Ji Han Bhai bilkul koi b kam ho ya bisness ho hamy first Bar ki nakamai me himat nai harni chye ferox ak risk wala bisness hai and speacily new member ko first time me loss b ho skta hai is ka ye matalb nai k ap himat haar jain and ye Samjin k ap se trading nai ho sakti that's wrong ak din ap zaror sucsseful hon gay
      • #2943 Collapse

        market main first time main kam karny main humain achi earning hasil ho sakti hay ye mumkin nai hay is main first time main ziada tar log loss hi karty hain kun kay market ko ziada janty nai hain agr trade main first time main kam karna hota hay to is kay liye humain learning karna ho ga demo main jo kay real accoutn ki tara hay us main kam karna ho ga
        • #2944 Collapse

          agar hum dil main trading ko achy say learn karna chahty hay to humay chahiey keh esmain sahi say focus karen kyun keh focus karnay say he humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain mehnat karni chahiey mehant karny say he humari trading boaht achi ho sakti hay
          • #2945 Collapse

            G bilkul pehli nakami per forex ko chor nhi dena chahiye lakin dobara account refresh krane se pehle admi ko forex ki achi khasi learning krni chahye demo per bhi 3 se 6 mah practice kre us ke bad real account per trade kre
            • #2946 Collapse

              agar hum forex trading main pareshan ho kar aur trading ko seekhay bgair run karen gay to esmain acha earn nahi kar sakty so humay chahiey keh esmain sahi say focus karen ta keh market main achi earning kar saky ye aik bohat acha business hay
              • #2947 Collapse

                agar humay first time forex trading main loss huwa hay to es waja say pareshan nahi hona chahiey kyun keh esmain pareshan ho kar humari trading achi nahi ho sakti aur humay chahiey keh esmain theak say time daina chahiey
                • #2948 Collapse

                  nai bahi ap kay rasty ma jb b mushkil aay gai ap as ko solve karny ki bajy as ko sa dil chor da gay bhut galt bat hi ager ap yanh loss kar b bhtty hu ap ko chyea dubara khoeseh karty rahy ap ak din apny maksad ma har hal ma kamyab hu gay par dil mat cohor dana koi hal nai hi
                  • #2949 Collapse

                    is forex main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur demo main practice kar k hi hum real main achi trade karny k kabil hon gay aur profit hasil ho saky gay aur earn ho skay gi
                    • #2950 Collapse

                      hamain market main trade karny k liuye learning karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main enter hony k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main rakh kh i trade karni ho gi tab hi hum earn karein gay
                      • #2951 Collapse

                        han yeh bat to ha bhtt sa log phli nakami pa dil har jaty hain aisa nhi krna hay new traders ko forex trading main lagn sa kam krna ha new trader mehnt sy kam krain hmiat sy kam kran aor trading main din ko time dain aor trading mai successful trading zarur zarur hoti hai
                        • #2952 Collapse

                          Pehle na Kami par aapko Dil Nahi harna chahiye aur aap ko aur Zyada mehnat Karke Phir Dobara kaam karna chahiye Jab aap Jyada mehnat Karke kaam karte hain aapne first time loss Kiya Hua Hota Hai aap usse Bhi Jyada profit Hasil kar lete hain isliye maximum Hasil karne ke liye apko mehanat ki jarurat hoti hai
                          • #2953 Collapse

                            Forex trading new traders kay liye kafi ziada mushkil hoti hai . iss ke waja yeh hai ke new traders jab real acount mai trading start karty hain tu in kay pas trading ka ziada experience b nai hota aur na he marekt ke ziada understanding hoti hai jis ke waja say loss ka hona common se baat hai .
                            lakin new traders ko apny pehlay loss ke waja say confuse nai hona chaiye balky iss ko routine samjh kar agay barh jana chayie .
                             
                            • #2954 Collapse

                              Kamyabi na Kami Insaan ko milti hai lekin Agar Na Kami mil jaaye toh aap kabhi bhi Dil Chota mat karo apne dil ko bada karo aur kaam karna start karo aur information Sahi karo Jab aap information Hasil karne ke baad kaam Karoge Toh aapko Kabhi Bhi Na Kami again nahi milegi aapko kamyabi Hasil Hogi Jis Se aap ke liye kaam karna Zyada achha ho jayega
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2955 Collapse

                                Bilkul shai keh rhe hian ap jab humain loss ho to humain himat nahi harni chaiye main ne dekha hai ke bohat se log dil har jate hian jab unko Forex main loss hota hai kuch to trading chor jate hain esa nahi karna chaiye humain bravely Forex trading karni chaiye.
                                :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                                Thanks in Advance

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X