phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    Dost bilkul aapna take k aha Hy insane ku pehli makani ma dill ni chorna chaya q ka koi bhi karo bar hu ok dafa zaroor loss data hy is liya insan ku husla sa kam lana chaya ta ka aahny wali time na wo ya sab kuch per sa loss na ker behty os ziyzda sa ziyada fahida hasil kaey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      g hain trding ak asi game hain jes main humay loss or profit hota rahta hin es lay humay trding main es waja say apnay dil ko chota nahi karna chay kay mujay trding main loss hoga hain kuo kay profit and loss trding ka hesa hain
      • #1833 Collapse

        yes bhai jan ham ko pahli nakami pr dil nai harn chahey in fact ham ko hard working krni chahey or is ko achi tarah sy read or learn krna chahey or phir hi ham is man again working krni chahey phir In Sha ALLAH ham is man profit hi gain kary gay or hamy koi problem nai hogi.
        • #1834 Collapse

          ji bilkul mai app ki bat say agree hon kay phli nakami par app ko dil badshta nahi hona chahay balky app ko dobara koshish kar kay kamyab hona hai app ko har nahi manani chahay or mahnat kar kay agay barna chahay
          • #1835 Collapse

            forex koi asan kaam nahi eh is lie hamko isme boht mahnat karna ho gi agar hamko pahli dafa hi sab loss ho jata he toh kabi be yh mat soche ke forex ak fraud he ya ham isme kabi earn nahi kar skate kiu ke hamare pass kam knowledge tha is lie loss hua is lie himat karen or leanring karen r
            • #1836 Collapse

              i think k ziada log nai dil hartay hai first time mai.. infact forex ek aisi cheez hai jo bar bar karny ka dil karta hai aur log iss se bore nai hotay aur ziada se ziada apna time forex ko ddenay ki try karty hai
              • #1837 Collapse

                haan g , kisi b kaam mein hmko pheli nakami pe dil nai harna chahe, balkay aik nahay azam k sath agay bharna chahe, n apni galtion se sabak hasil karna chahe tah k next tym hm aik acchi performance dei sakain apni, yeh aik buziness hein n iss mein loss n profit ko zehan mein rakna chahe n emotions ko side pe rakh kar
                • #1838 Collapse

                  Profit and loss are the part of every business and we should not be worry about and should continue the study. We should mostly study for deeply movement of pairs. Over confidence trade will destroy our account.
                     
                  • #1839 Collapse

                    dil harna hosla choor jana ye aam se batian hain ......... kamal ye nahi k aap apni life me kabhi giray hi nahi .... kamal to ye hay k aap giray aur gir k sambhal gay ....... to kamiyabiyan aur nakamiyan life ka hissa hay....
                    • #1840 Collapse

                      Han bht se log hain jo mayous ho jaty hain wo apni jga thk hoty hsin lkn bht se log ayse b haij yhn jinhy is bat se graz nai hoti ar wo trade ko prefer krty hain mje b bht bar loss hwa h lkn ma yhi smjta hun ky koi ni wpis ajaen gy ar ici kia to sekh rha hun bs mre pas itna balance rhy ky ma trade kr skon
                      • #1841 Collapse

                        yes gee mere bhai app nay sahi kaha hai main appki baat say 100% agree hoon. agar kisi newbies ko loss ho jaey to dil chota nahi karna chahiye .balkey appko chahiye kay forex mein achey say learn aur demo practice karey app forex mein jab expert ho jaey to tab app real investment kar kay daily without loss achey say achey pipis easyli kama saktey hain
                        • #1842 Collapse

                          Exactly, haar aur jeet hr business ka hisa hai aisa koi business nhi hai jis main apko hamesha profit hi mileuy so agr apko loss hota hai to uso bhi bravely face krna chahiey aur loss sy learn krna chahiey ta k next time wo mistakes repeat na hoon jin ki wjja sy apko loss hua hai
                          • #1843 Collapse

                            yes but i think Mistakes can be very normal in the traders and also that they are deed to maintain on having mistakes because no one can attain to become perfect merchandiser also that they can't dealings with no losses. Mostly, it's the emotion indirect mistakes when the traders recede. so learning is must in Forex trading.
                            • #1844 Collapse

                              Yes I think demo account is for this resolution that we accomplish any swap then he go to casualty then we could not care most money and we testament only get noises nearly departure occupation then we variety proficient in trading then we can start real trading .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                forex ik risy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai .is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin hatna chahiey or trading ko continue karna chahiey.is tarah hum is main achi earning lay sakty hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X