phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    pehli ghalti par kbhi bhi haar ni manni chaheye. ya hum yeh soch kar chor den k yaar mer to luck hi kharab hai. but aesa kuch ni hai. insaan hamesha ghaltiyoun se hi sekhta hai. insan hamesha girney se aur thokar lagney se hi sambhalta hai. nakaami to har kisi ki zindagi me ati hi hai. koi bhi pure perfect ni hota. har kisi ko struggle karni parti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      G ahn meray bhai hammee forex me pahli nakami par dil nh harna chaiye q k agar hamm nkam hotay hai to hammee bhut kuch skhnay ko milta hai..... aur hamee is say thora advantage bhi utahna chaiye....
         
      • #1248 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
        g haan bilkul.forex ik risy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai .is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin hatna chahiey or trading ko continue karna chahiey.is tarah hum is main achi earning lay sakty hain.
        • #1249 Collapse

          ji bilkul . nakami takreban har jagah hojati par humay dil nahi harna chaheye balkay next time aur zada mehnat kar kay apnay apko kamiyab banana chahaye . Forex Trading main nakami agr hoti hai to mehnat karain na kay dil haar jain phr dekhain ap zaror kamiyab hongay.
          • #1250 Collapse

            har nakami ke bad kamyabi zaroor ati hai aur nakami bhi kamyabi ki taraf aik qadam hai is liye aap ko dil chota karne ki zarurat nahi hain agar aaj nahi to kal sahi kamyabi zaroor aap ka muqadar bane gi basheet hain k aap date rahe aur koshish jari rakhe
            • #1251 Collapse

              Bhaii app koi bhi bussiness start karoge app ko uss k bare mai ilmm ni hoga toh appko LOse toh Hoga kiu k yeh har new bussines mai hota hai.. iss liye humein forex shikne k liye thoree loss bardasht karna parega kiu losses k bad hi insan kuch shikta hai . Meri ADVICE yeh hai k insaan girne k baad hi sambhalta ha toh lehaaza loss mai peche na hate balke dhk bhaal kar khele takee agli baar usse faida ho
              • #1252 Collapse

                han agar to ap interested ho trading k business meint oa pko dil lga kr is mein mehnat krne chahye isy learn krna chahye phir is me trading krne chahye aur agar loss ho to disheart nhi hona chahye aur agar ap disheart ho kr chorne ka sochty ho to phir ap is mein interested nhi hoty ho kiun k agr ap interested he nhi ho to apko ye broing he lge ga.aur is trah ap haar man jao gy.
                • #1253 Collapse

                  insan galti sy bht kouch seek sakta hay or experience bi iesi tara bunta hay kubi himat nahi chorni chayee kam ko mehnat or lugan with spirit k sath hu tou wu kubi nakaam nahi hota ies liye tarding kartay waqt knowlege gain karu discussion karu senior sy seekou
                  • #1254 Collapse

                    han g bilkul pelhi na kaami par bilkul be dil ni harna chayiee aur nextt itime achi tradrer karnay ka sochna chayie. aap aik achi earning kar saktay hain
                    • #1255 Collapse

                      g nahi apko apni nakami per dil nahi harna chahye ap ko phr se try karna chahye kia pata apko next time profit ho jaye so ap ko apna dil chota nahi karna chahye.
                         
                      • #1256 Collapse

                        hmmm bilkul sahi kaha apne pheli nakami pe dil nh harna cahey ,,,kisi shair na khoob kaha hai GIRTE HAIN SEH SAWAR MEDAAN-E-JANG MEIN HI,,, to mere bhai insan gir gir k hi jeetna seekhta hai bht kam ese loog hote hain jin ko haar nh milti to unko jeet ka itna ehsas bhi nh hota harne k bad jeetne ka jo maza hai wo kuch or hi hai apko apni us ghlti se seekh kar agay bharna chaiye aur us se b bhtr ki umeed rakhni chaiye. ap arur kamyab hon gay. best of luck bro
                        • #1257 Collapse

                          ge hen pheil nakmin pher dill nhe chote karni cheny forex bhot achi buness he gess mein hum log amern bana senkhte hein is mein greed nhe karni cheny losss hony pher mayons be nhe hony cheny try kart rhen cheny zarore kamnyb mily gy mahnmt karn gy to pheily be zarore milt hein.
                          • #1258 Collapse

                            yes, this is right kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jtaay hay jin ki bohat si wjohat ho sakti hat ya to wop esay kam lagaty hatya unhay trzde karna he ata barhall forex ko jitna be ...........
                            • #1259 Collapse

                              han g bilkul forex ma pehli nakami sa dil nahe chota karna chahea ,,balky forex ma to galteo sa apko bohat kuch seekhny ko milta ha,,app ane pehli nakami sa bohat kuch seekhy ta k aenda ase gaaaltia na karan,,./.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                Assalam o alaikum.. Ji bilkul aapne theek kaha traders ko kabhi bhi apni pehli nakami pe he haar nahi man leni chahye pehli haar he aapko kamyabi ki taraf barhne ki himmat deti hy, or apni nakami se sabaq seekhna chahye haar nahi maan leni chaye..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X