phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    yes dost hamen forex par kam lkarte wqt agar nakami mile to dil nai harna chaiye or han dekha gaya hai bohot se log forex par kam karte hai or pehli nakami par hi ye kam chor dete hain hamen ye sochna chaiye k agar hum ak bar nakam hue to phr kam karen ge or 2sri bar yaqeenan kuch hasil hoga to hum zror success honge....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      gee haan bilkul mae bhi yeahi advice karungi k loss sae dil nhi harana chyee , himmat rakhana chyee issae apki umeedain bani rahain gi aur apka trading mae dil bhi lagae ga aur dimagh bhi ..
      • #1218 Collapse

        ji sahi hai kyuke forex ek aysaa bussiness hai isme haar aur jeet dono hai aur shuru shuru me sabko isme loss hota hai isiliye aadmi ko aur sikhna chaiye ke market kis time move hota hai aur daily news dekhkhe kaise trade kare har chiz sikhonge to aage faida kamaonge.
        • #1219 Collapse

          han yeh to hai agar apko first time loss hua hai to insan disheart ho jata hai par ap again try karain next time apko loss nae hoga or ap ka dil bara hoga or apko kam mai interest hojayga loss and profit business mai hota hai darna nahi chahiye
          • #1220 Collapse

            try again hi kamyabi ki zamanat hoti he.first time loss hone se ap ko ak tajarba milta he ke loss kis waja se hoa ap apni khami ko talash karen or pur umeed hoke try again kren or us khami se prheez karen jo loss ka sabab bani thi.dil ko harne se ap wahen rahen ge age nahi barh sakte.
             
            • #1221 Collapse

              hmmm bilkul sahi kaha apne pheli nakami pe dil nh harna cahey ,,,kisi shair na khoob kaha hai GIRTE HAIN SEH SAWAR MEDAAN-E-JANG MEIN HI,,, to mere bhai insan gir gir k hi jeetna seekhta hai bht kam ese loog hote hain jin ko haar nh milti to unko jeet ka itna ehsas bhi nh hota harne k bad jeetne ka jo maza hai wo kuch or hi hai apko apni us ghlti se seekh kar agay bharna chaiye aur us se b bhtr ki umeed rakhni chaiye. ap arur kamyab hon gay. best of luck bro
              • #1222 Collapse

                hmmm bilkul sahi kaha apne pheli nakami pe dil nh harna cahey ,,,kisi shair na khoob kaha hai GIRTE HAIN SEH SAWAR MEDAAN-E-JANG MEIN HI,,, to mere bhai insan gir gir k hi jeetna seekhta hai bht kam ese loog hote hain jin ko haar nh milti to unko jeet ka itna ehsas bhi nh hota harne k bad jeetne ka jo maza hai wo kuch or hi hai apko apni us ghlti se seekh kar agay bharna chaiye aur us se b bhtr ki umeed rakhni chaiye. ap arur kamyab hon gay. best of luck bro
                • #1223 Collapse

                  Pehli naakami pe nahi haarna chahiye kyun ke hum hamesha apni pehli ghalti se seekhte hain aur doosri baar wohi ghalti repeat nahi karte aur apne ap ko aur zyada behtar banane ki koshish karte hain aur zyada se zyada mehnat karte hain ta k hum next time nahi haar jayen.
                  • #1224 Collapse

                    yes pheily nakmine pher dil chote nhe karni hern mani karn nhe benthy cheny kund ko sbant karni ke mein be ek kamnyb tarder bana sankte ho naksan or proft her buness mein hot is yhen matlb nhe hot hum wo kam he chorn dey is liyen donber zarore kunshi karni cheny.
                    • #1225 Collapse

                      that estate, the supposed shares are increased to match the number of the calculated shares. In this manner, each sharer gets what is prescribed for him/her in the Quran in terms of numbers, though the actual amount/quantity of his/her share is reduced.........
                      • #1226 Collapse

                        absolutely you say right and true that we should not loose our heart on first unsuccess, we should sumup our energy to face any bad situation in the forex because it is too high risky business and there are more chance of losing money in short time, but we have to continue our struggles to get aim.
                        • #1227 Collapse

                          business main risk to hota he hai kabhe profit and kabhe loss hota nai to hamain dill nai harna chaye balky hamain chaye k hum naye jazby k sath phir trading karain,,,umeed nai chorni chaye,,,umeed pay to puri duniya kaim hai...
                             
                          • #1228 Collapse

                            Bilkul bhai jan agar ap forex trading ker rhe hain to ap ku pta hona chaie k yahan pe loss bhe ho jata hy ..to ap agar starting ma loss ker jate hain to kher hy .ese hota rehta hy dil ni harna chaie ap ku .ap phr tiari kren aur market ku new andaz se start kren.
                            • #1229 Collapse

                              g nahi apko apni nakami pe dil bilkul nahi har na chahye balkey confident k sath ap phr se kam karen ap apny kam pe itna bharosa karen k apko loss h na ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                G bahi ap nay theek farmaya pehli nakami pe dis-heart nae hona chaye kyn kay pehli nakami ki kamyabi ka rasta hai agar aap kaam he nae karo gay tou kamyab kesay ho gay pehle agar aap nakam b ho gaye next time kamyab ho jao gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X