phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    ye to sahi baat hay kay hamain pehli nakaami per dill ko chota nahe kerna cheay age rham pehali baar forex main loss ker bhe gaye to ye hamain aik tajurba day jaey ga kay next ham aysi trade na krain jis say hamain pher loss ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      g haan jnab is main phli nakami pay dil nahi harna chahiye q k is main hmain nakami hamari apni galti ki waja sai hoti hai and hamin chahiye k hum is sai sabaq hasil kary ta k hamin ismain next timenakami na ho and is main achaa kam kar k ik achy trader ban saky
      • #123 Collapse

        gee mery bahi jaan forex aik best online business hai jo log is mein loss mein jaty hein un say ye kaha ja sakta hai kay wo is mein myoos na hun balky exprince haisl kar kay trading karien to lazmi earning karien gy
        • #124 Collapse

          bahi aap ka sawal buhat acha hai aur main yah samajhta hon k aap ki bat bilkul thek hai k first nakami pa ham ko disheart nahi hona chahia try try and try karty rehna chahia aur apni galtion sa sikhna chahia aur agar aap ko lagta hai k kuch weekness hai tu demo account pa practice kar k dour karin
          • #125 Collapse

            YEs forex traidng may loss or proftit hota rahta hey or ager ap ko pahli dafa forex trading may loss ho gia hey to hum ko dill nahe harna chaheye q kah loss hona qisamt may likha hota hey or hum ko forex trading may jis galti say hum ko loss hau hey hum ko koshesh karni chaheye kah hum ko ddobara woh loss na ho
            East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
            • #126 Collapse

              ji bilkul forex aesa risky business ha ke iss ko samjne mey thora waqat lag jata h alakin is mey aap ko phli nakmi pe har nhi man leni cahye balke aap ko iss mey thora aur waqat laga ke good earning krni cahye
               
              • #127 Collapse

                G ha dear app nay thek kaha hy jab hamy forex trade may pahli nakami hoti hy to hamy apna dil nahi harna chahiye balky acha knowledge and experience hasil karna chahiye ta kay app ko again loss na ho and app profit hasil kar saky kiyu kay jab bi ham koi bi new work start kary hain us may loss zaror hota hy.
                • #128 Collapse

                  ji han bilkul mai agree karta hun k phli nakami pay dil brdashta ho k forex nahi chor dena chaheay q k jb hum forex main kuch mistake karty hain,tabhi har jaty hain laikin ye nahi sochty k is har sy hum ko sekh mili hy k ainda aise mistake nahi karaingy k jis ki wajah sy loss ho.so i think forex trader must be motivated by himself so incase of loss,he won't be dis-hearted.
                  • #129 Collapse

                    forex trading may hamay profit or loss dono k leye always ready hona chaheye.agar ham loss suffer kertay hay to hamay loss se seekna chaheye k loss kis ghalti ki waja say howa or koshish kerni chaheye k dobara wo mistake repeat nakray.
                    • #130 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                      Pahli nakami par jo dukh hota hay wo teesri aur choti nakami may nahi hota, kyo keh phir trader aadi ho jata hay, jab keh pahli nakami may us ko bohat sari expectations hoti hain market say, jo sari ki sari toot jati hain.
                      • #131 Collapse

                        g thik kaha agr insan pahli nakami par he hemat har jay to phir kamyabi kasy hasil kary ga , hamsea apne ghalti say sabak sekhna chahay or ache umeed rakhni chahay kion k kamyabi or nakami har business ka hesaa hyn
                        • #132 Collapse

                          jee mare dost i agree with you and your good question my dear friend kitu ky her ak nakami ky percha koi na koi kamyabi hoti han so phil nakami pa dil ni harna chchea her ak ki zadaghi me kamyabi aur nakami ahti ha but zadaghi jari rati han mare dost.
                          • #133 Collapse

                            hmmm pehli nakami par waqai dil nahin harnaa Chahiyee... Agar Aap nay buisness kiyaa hai tou yakenaan Faiday k liye kiya hai... Agar first time nuksaan ho Gya tou Aap ko dil nahin harnaa chahiye Aap ko Sochnaa Chahiye K nuksaan Kahan Say huaa i Mean Kis Waja Say hua...Main Samajhta hon K Acha Forex Trader wo hai jo Apni nakamion Say Sekhay Samjhay or unhain Door kar k phr medaan main utray
                             
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #134 Collapse

                              i think hum ko dil nahi choota karna chahye aur ahista ahista trading me chlte rehna chahye and i think you can control loss to a certain limit if you have good knowledge and proper money management and for that you can take advantage of stop loss and take profit options to prevent loss.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                G ye aap ki bar bilku best hai k pheli nakami par dil nahi harna chaye nakami to insaan k saathoti hai nakami kar k phr insaan ek stage par ponchta hai agar wo pheli stage par apna dil har jata hai phr wo apnay aap ko kamiyab nahi bana pata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X