phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    hmmm ya karny sy app ki trading market harab ho sakti hai agar app rotine k sath tarding karan gy to app lko achi trading karny ko b mil hi jygi magara uss k liye app ko apni tardinbg ko bahatara karnby ki zarorat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      G humein apni pehli nakami pe dil harna ki zrurat naih he, koi bhe business ap strat karty hein to es bat ki zamanat nai hoti k ap ko profit hoga, esi tarha ap ne trading start ki he agar profit nai hota to ap again try karin dil na harin.
         
      • #153 Collapse

        g bilkul...first time jab ap without experience shuru karty hyn tab loss ho bhi jaye to koi problem nhi ap strugle se agy barh sakty ho.
        • #154 Collapse

          g han bilkul pehli nakami py bilkul bhi harna nhi chhaye kyu k kuch pane k liye kuch khona to parta hy, or ap apni nakami sy bhi kuch na kuch zaror seekhne hain. or usy thk karne ki koshish karte hain or better karte hain next time, yahi business ka usol hy,
           
          • #155 Collapse

            yes dear never lose your hope try again and again you will success in oneday first failure mean the next success we must learn from our first mistakes and start our work with new energy and hope
            • #156 Collapse

              g haan my dear pheli nakami par dil nahi harna chayeh kyu k ye sab chalta hain bht se big trade phely bar main account wash kar bethy hain ..so its common thing humein hiimmat nahi harna chayeh my dear
              • #157 Collapse

                nakami par dil nahi harna chahia balka is sa sabaq sekhna chahia taka jis galti ki waja sa nakami hamara muqadar bani ainda na bana aik khawat to ap na suni hu gi ka medan ma wohi girta hai jo shasawar hu yani jo medan ma jana ki kohsish kara isi tarah yahi hal isi ma hai wohi nakam huta hai jo is ko krna ki kohsish krta hai aur ap isa dil nahi hara balka sabaq sekha
                • #158 Collapse

                  g han bilkul dear forex trading me huamian gain aur loss hota rehata hay aur yeah buisness humain unlimited profit bhi deta hay es liye humain apni pheli nakami par dil nhain chorna chahiye aur demo par practice karni chahiye.
                   
                  • #159 Collapse

                    forex ik risy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai .is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin hatna chahiegaltiyon se hi seekh kar agay barhna chahiyeh aur yehi successful trader banata hai apko is business mein.
                    • #160 Collapse

                      han je loss tou market ka hissa hay esko apni nakami nahe samjna chaiye ye galat hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay world wide hay dear humay apni he mistakes se seekhna chaiye
                      • #161 Collapse

                        jeet aur har zindzgi ka hisa hoti he....phli nakami p dil bilkul b nae harna chahye....lose aur gain is the part of business sometimes day would in your favour so you can win but sometimes there is lse but trry try again wali bat nae bholni chahye...
                        • #162 Collapse

                          g forex kya koi b busnes ha us mi risk to hota he ha or profit sy zayada loss k chances hoty ha es leya trading mi agar loss ho jata ha to hamy es mi dil ni harna chaheya bal mazid mahnat karni chaheya or jo galti huyi ha us ko dubara ni hona chaheya ya dyhan rakhna chaheya
                          • #163 Collapse

                            Success and failure are part of life.same is the case with forex trading.if a trader loses at initial stage,he should not get back out of forex,instead try try again and one day he will succeed in maximizing his profit and earnings in forex trading as failure in initial attempt is a source of getting experience in this trade..
                            • #164 Collapse

                              aisa to tabhi hota hai ke trading mein pehli bar loss ho jae to phir ye achi start nahi hoti lekin mein to kehta hun ke jab aisa ho to user ko sochna chahie ke us ko abhi aur experience aur knowledge ki zarurat hai is liye us ko demo mein aur kam karna chahie hai.
                              FOREX PAK FORUM FOREVER
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Nakami aur kamyabi humari zindagi ka hissa hain. Humein apni nakami pe dil harn nhi chahiye balke aur zeyda mehnat aur koshish krni chahiye phir aik time aisa aata hai k hum kamyabi hasil kar lete hain apni haimat, mehanat our lagataar koshish se.
                                 
                                awan1

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X